is par bharosa mat karo ki koi bhi dost doshon ke bina hai, aur kisi stri se pyaar karo, pari se nahin.

main jivan ke baad ke jivan ki kalpana nahin kar pata ha jaise iisai ya anya dharmon ke log vishvas rakhte hain aur mante hain jaise ki sage sambandhiyon aur doston ke saath hui batachit jise maut aakar badhit kar deti hai, aur jo aage bhi jari rahti hai.

nayika ko apni or akrisht karne ke liye nayak nayika ki vishvasapatr saheliyon tatha dhaay ki laDki se mel jol baDhaye. kyonki ve nayika ke manobhavon ko achchhi tarah samajhkar usse nayak ke gunon ki prshansa kar nayak ki or use akrisht kar sakti hain.

apne sapnon ko antriksh mein patang ki tarah phenk do, aur tum nahin jante ki wo vapas kya layega— naya jivan, naya dost, naya pyaar, ya koi naya desh.

hum sabhi ek dusre ko chhoD dete hain. hum mar jate hain, hum badal jate hain—yah zyadatar badlav hai—ham apne sabse achchhe doston ko pichhe chhoD dete hain. lekin agar main tumhein chhoD bhi deti hoon, to main tumhein apna kuch de chuki houngi. tum mujhe janne ke karan ek alag vyakti ho jaoge. ye apriharya hai.

…sathi hona tuchchh hone ke liye hamari santvna hai.

aisa koi bhi vyakti aapka dost nahin hai jo aapse chup rahne ki maang karta hai, ya aapke vikas ke adhikar ko asvikar karta hai.

mitr banna saral hai, maitrii - paalan dushkar hai। chitto.n kii asthirta ke kaaraN alp matbhed hone par bhii mitrataa TuuT jaatii hai।

sansaar me.n do vastuye.n bahut hii kam paa.ii jaatii hain। ek to shuddh kamaa.ii ka dhan aur duusre satya-shikshak mitr।

logon ko dost banne ke liye jo cheez akarshit karti hai, wo ye hai ki ve ek hi sachchai ko dekhte hain. ve use sajha karte hain.

purane dost ki tarah jab koi aapko bahut achchhi tarah se jaan jata hai to wo aapse milna nahin chahta.

jaltii hu.ii aag se suvarN kii pahchaan hotii hai, sadaachaar se satya purush kii, vyvahaar se shreshTh purush kii, bhay praapt par shuur kii, aarthik kaThinaa.ii me.n dhiir kii aur kaThin aapatti me.n shatru eva.n mitr kii pariikshaa hotii hai।

jiske paas dhan hotaa hai, usii ke bahut se mitr hote hain। jiske paas dhan hai, usii ke bhaa.ii-bandhu hain। sansaar me.n jiske paas dhan hai, vahii purush kahlaataa hai। aur, jiske paas dhan hain, vahii panDit maana jaataa hai।

ratn kya hai? nirmal buddhi. shaastr kya hai? jiske shrvan se dvait gyaan (jeev evan parmatma ka parthakya) roop andhakar ka uday nasht hota hai. satat upkaar mein tatpar hone vala mitr kaun hai? kasht dene mein daksh shatru kaun hai? dusht vasnaon ka samuh.

shrringaar jinkaa pardhaan hai, a.ise kaam ke mitrgaN naarii ko jiitne se jiit li.e jaate hain।

mitron ke vachan manne par bhi dhan ki prapti ho sakti hai. kintu mitr ka ek baar vachan na mana jaye to wo naraz ho jayega aur usse sambaddh kaam bigaD sakta hai.

yadi akele prayog siddh na ho, ekaki kiye ge upayon se siddhi na mile to nayak dhaay ki laDki athva nayika ki saheli se sahayata le, nayika ki antrang saheli hone ke karan ve use nayak ke paas jane ke liye raji kar leti hain. is yukti se saphal hone par wo yathokt vidhi se ratikriya mein sanlagn ho.

ko.ii manushya, chaahe kitne hii duःkha me.n kyo.n na ho, us vyakti ke saamne apnaa shok prakaT karnaa nahii.n chaahtaa jise vah apnaa sachchaa mitr na samajhtaa ho।

aah! to is vishv me.n mera ko.ii suhrid nahii.n hai? mera sankalp; ab mera aatmaabhimaan hii mera mitr hai।

main aapke bare mein dost ke roop mein kabhi nahin soch sakta. aap dost ke bina kaam chala sakte hain.

mitr to vahii hai jis par pitaa kii bhaa.nti vishvaas kiya ja sake, duusre to saathii maatr hain।

launDo ki dosti, ji ka janjal.
launDo ki dosti, ji ka janjal.
chhoTe log bhii pahle ke upkaar ka dhyaan karke mitr ke aashray ke li.e aane par vimukh nahii.n hote - phir u.u.nche logo.n ka to kahnaa hii kyaa।

mitro.n ka kaam puura karne ke li.e sannaddh log kabhii apnii gati mand nahii.n karte।

raajan! aapkaa kalyaaN ho। atyant abhimaan, adhik bolnaa, tyaag ka abhaav, krodh, apnaa hii peT paalne kii chintaa aur mitr droh - ye chhah tiikhii talvaare.n deh-dhaariyo.n kii aayu ko kaaTtii hain। ye hii manushyo.n ka vadh kartii hai, mrityu nahiin।

duti ko ye vishvas ho jaye ki nayika nayak ke prati poorn roop se anurakt ho gai hai to wo us nayika ke man se nayak ke prati shanka, mata pita tatha gurujnon ka bhay aur lajja nikal de.

puurvaj, bhagvaan, atithi bandhu tathaa svaya.n in paa.ncho.n ke li.e dharmaanukuul satat karm karnaa hii grihasth ka pardhaan kartavya hai।

duti nayika se nayak ki sambhog shakti, chaunsath kamaklaon mein nipunta aur uske sukh saubhagya ka bakhan kare. phir nayak ke jhooth ya sahi gupt prem sambandhi kathaon ko nayika se kahe.

ek (buddhi) se do (kartawya aur akartawya) ka nishchay karke, chaar (sam, dan, danD, bhed) se teen (shatru, mitr tatha udasin) ko wash mein kijiye panch (indriyon) ko jitkar chhaD (sandhi, wigrah, yan, aasan, dwaidhi bhaw aur samashray roop gunon) ko jankar, sat (stri, jua, mrigaya, madya, kathor wachan, danD ki kathorta aur anyay se dhano parjan) ko chhoDkar sukhi ho jaiye

mitr ko kshama karne kii apeksha shatru ko kshama kar denaa saral hai।

tum apnii patnii kii aabruu kii rakshaa karnaa, aur uske maalik mat ban baiThnaa, uske sachche mitr banna। tum uskaa shariir aur aatma vaise hii pavitra maannaa, jaise ki vah tumhaaraa maanegii।

tiis baras se bhaarat se ge hu.e ek mitr jab pahlii baar mujhe ruus me.n mile, to gadgad hokar kahne lage- aapke shariir se mujhe maatribhuumi kii sugandh aa rahii hai। har ek ghumakka.D apne desh kii gandh le jaataa hai।

dhanii ho ya daridr, duःkhii ho ya sukhii, nirdosh ho ya sadosh (jaisaa bhii ho), mitr param gati hai।

mitr ko paap karne se varjit kare aur uske hit ki baat use updesh kare, uski gupt baat ko chhipave, gunon ko prakat kare, apattikal mein saath na chhoDe aur samay par yathashakti dravya aadi ka sahyog bhi kare, santon ne achchhe mitron ka ye lakshan kaha hai.

bandhu se kuch pratyasha na rakho, kintu jo bhi pao, prem sahit grhan karo. kuch bhi dene par pane ki aasha na rakho, kintu kuch pane par dene ki cheshta karo.

strii ke prati purush ka prem chanchal hotaa hain, parantu mitr ke prati prem chanchal nahii.n hotaa।

bandhu ki kutsa na phailao ya kisi bhi tarah dusre ke nikat ninda na karo; kintu iska arth ye nahin ki uske nikat uski kisi burai ko prashray do.

purane dost pi lene ke baad aur paraye ho jate hain. pi lene ke baad doston ki zaban khul jati hai, dil nahin.

aap apnaa gaa.nv chho.Di.e, hajaaro.n gaa.nv svaagat ke li.e tatpar milenge। ek mitr aur bandhu kii jagah hajaaro.n bandhubaandhav aapke aane kii prtiikshaa kar rahe hain। aap ekaakii nahii.n hain।

bandhu ke nikat uddhat na bano, kintu prem ke saath abhiman se us par shasan karo.

manushya svaya.n hii apnaa bandhu hai, svaya.n hii apnaa shatru hai, svaya.n hii apne karm aur akarm ka saakshii hai।

duti apne vakchaturya se asankalpit aur dosh ke karan vigarhit, parityakt nayak ko punः nayika se mila deti hai.

kanjuus aadamii ke dushman sab hote hain, dost ko.ii nahii.n hotaa। har vyakti ko usse nafrat hotii hai।

mere grantho.n me.n merii aatma rotii hai aur uske rone ko jo ko.ii suntaa hai, vahii mera sachchaa mitr hai।

jis manushya ke mitr hote hain, vah bahut kaThin kaamo.n ko bhii kar letaa hai। isli.e manushya ko apne samaan star ke hii mitr avashya banaane chaahi.e।

sansaar me.n strii ke samaan ko.ii bandhu nahii.n hai, strii ke samaan ko.ii aashray nahii.n hai aur dharm-sangrah me.n bhii strii ke samaan sahaayak duusraa ko.ii nahii.n hai।

priytam tum mere pran ho mainne deh, man, kul, sheel, jati, man sab tumhein saump diya he akhil ke nath shyam, tum yogiyon ke aradhya dhan ho hum gopiyan hain, baDi darna hain, bhajan pujan kuch nahin jantin sab log hum par kalank lagate hain, par uska malal nahin hai tumhare liye kalank ka haar gale mein dharan karna sukh ki baat hai

jo udasin rahne ke karan trigunon se chanchal nahin hota aur gun hi apna karya karte hain, aisa mankar hi jo swasth rahta hai tatha kampayman nahin hota, jo sukh dukha ko saman manata hai, jo apne mein hi anandit rahta hai, jo mitti, patthar aur swarn ko saman manata hai, jo priy athwa apriy ki prapti hone par sam awastha mein rahta hai, jo dhairyawan hai, jisko apni ninda aur stuti saman priy hoti hai, jisko apne man aur apman saman lagte hain, jo mitr aur shatru ke sath sambhaw se wywahar karta hai tatha jo sab karyarambhon ko tyag deta hai, wahi trigunatit kaha jata hai

vidyaa, shuurviirtaa, dakshata, bal aur dhairya - ye paanch manushya ke svaabhaavik mitr bataaye gaye hain। vidvaan purush inke dvaara hii jagat ke kaarya karte hain।

duti ko chahiye ki wo sheel svbhaav se pravesh kar kapat akhyanon, shringaradi upakarnon, lokakthaon, saras kahaniyon, parai nari se sambandh rakhne vale parpurush ki charchayen tatha us nayika ke roop, gyaan, udarta aur sheel aadi ki prshansa karke use prasann kare.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere