Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

sansaar me.n janmaa manushya, vidvaan aur balvaan hone par bhii, mrityu ko na jiit saktaa hai, na jiit sakaa hai, aur na jiit sakegaa।

  • विषय :
    اور 3 مزید
quote

logo.n ko apnii bhaashaa kii asiim unnati karnii chaahi.e, kyonki sachchaa gaurav usii bhaashaa ko praapt hogaa jisme.n achchhe achchhe vidvaan janm lenge aur usii ka saare desh me.n parchaar bhii hogaa।

  • विषय : 1
    اور 3 مزید
quote

he svaamii! tumne ghii ka vyaapaar to kiya, kintu khaaya tel hii hai।

vidvaano.n ka kahnaa hai ki shariirdhaariyo.n ke li.e marnaa svaabhaavik hai, jiinaa hii vikaar hai।

    اور 1 مزید
quote

kshatriyo.n ka bal tej hai aur braahmNo.n ka bal kshama hai।

kshatriyo.n ka bal tej hai aur braahmNo.n ka bal kshama hai।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

vidyaa, shuurviirtaa, dakshata, bal aur dhairya - ye paanch manushya ke svaabhaavik mitr bataaye gaye hain। vidvaan purush inke dvaara hii jagat ke kaarya karte hain।

    اور 2 مزید
quote

muurkh muurkho.n ke saath rahte hai.n aur vidvaan vidvaano.n ke saath। samaan shiil aur vyasan vaalo.n me.n mitrataa hotii hai।

yadi aap widwan hain, balwan hain aur dhanwan hain to aapka dharm ye hai ki apni widya, dhan aur bal ko bhi desh ki sewa mein lagao unki sahayata karo jo tumhari sahayata ke bhukhe hain unko yogya banao jo anyatha ayogya hi bane rahenge jo aisa nahin karte, we apni yogyata ka uchit prayog nahin karte

bahut vidvaan hone se manushya aatmik gaurav nahii.n praapt kar saktaa। iske li.e sachcharitr honaa parmaavashyak hai। charitr ke saamne vidvatta ka muulya bahut kam hai।

jis vyakti me.n kalpanaa hai parantu vidvatta nahiin, uske pankh hai.n parantu pair nahiin।

vidvaan hone se rachyitaa honaa adhik achchhaa hai; rachnaashiiltaa jiivan ka sachchaa saartattv hai।

kulhaa.Dii se aam ko kaaT kar niim ka sevan kaun karegaa?

kulhaa.Dii se aam ko kaaT kar niim ka sevan kaun karegaa?

  • विषय :
quote

jiskii buddhi par ja.Dtaa chhaa rahii ho, vah shuurviir yoddhaa diirghakaal tak vidvaan kii sevaa me.n rahne par bhii dharmo ka rahasya nahii.n jaan paata, Thiik usii tarah, jaise karachhlii daal me.n Duubii rahne par bhii uske svaad ko nahii.n jaantii।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए