Font by Mehr Nastaliq Web

دوست پر

moorkh logon se

ghanishth minnta ki apeksha

samajhdar ki shatruta

karoDon guna achchhi hai

moorkh logon se

ghanishth minnta ki apeksha

samajhdar ki shatruta

karoDon guna achchhi hai

  • विषय :
    اور 1 مزید

jaise adhovastr khisakte samay

haath use thamne ke liye teji se jata hai

vaise hi, kathinai ke samay

tatkal mitr ki sahayata karni chahiye

jaise adhovastr khisakte samay

haath use thamne ke liye teji se jata hai

vaise hi, kathinai ke samay

tatkal mitr ki sahayata karni chahiye

  • विषय : 1

mitr ko kupath se hatakar

use supath mein chalana hi mitrata hai

maitri hi vipda mein,

duhakh mein kaam aati hai

mitr ko kupath se hatakar

use supath mein chalana hi mitrata hai

maitri hi vipda mein,

duhakh mein kaam aati hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए