Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

apni shakti ke anusar uttam khadya padarth dene, achchhe bichhaune par sulane, ubtan aadi lagane, sada priy bolne tatha palan poshan karne aur sarwada snehpurn wywahar ke dwara mata pita putr ke prati jo upkar karte hain, uska badla saralta se nahin chukaya ja sakta

  • विषय :
    اور 4 مزید
quote

chhoTe log bhii pahle ke upkaar ka dhyaan karke mitr ke aashray ke li.e aane par vimukh nahii.n hote - phir u.u.nche logo.n ka to kahnaa hii kyaa।

upkaaro.n ko bhuulnaa manushya ka svbhaav hai। atः yadi ham duusro.n se kritagytaa kii aasha karenge to hame.n vyarth hii sar dard mol lenaa pa.Degaa।

    اور 3 مزید
quote

putr ko sabhaa me.n agrim sthaan me.n baiThne yogya banaanaa pitaa ka sabse ba.Daa upkaar hogaa।

vishvaas, upkaar, sukh-duःkha me.n samaan bhaav, kshama prem - yahii sajjno.n kii mitrataa hai।

  • विषय : 1
    اور 4 مزید
quote

gyaan kahii.n bhii miltaa ho use grhaN kar lenaa chaahi.e। parantu apnii hii bhaashaa aur usii ke saahitya ko pradhaanta denaa chaahi.e, kyonki apnaa, apne desh ka, apnii jaati ka upkaar aur kalyaaN apnii hii bhaashaa ke saahitya kii unnati se ho saktaa hai।

    اور 2 مزید
quote

duusraa manushya jitna upkaar kare, usse ka.ii gunaa adhik pratyupkaar svaya.n uske prati karnaa chaahi.e।

upkaarya ke abhaav me.n upkaarii saamagrii se kyaa laabh?

upkaarya ke abhaav me.n upkaarii saamagrii se kyaa laabh?

  • विषय :
quote

kisii upkaar ke pratiruup kiya gayaa upkaar kabhii puurvkrit upkaar ke samaan nahii.n ho saktaa, yah to upkrit vyakti kii guN- garima ke anusaar hii hotaa hai।

tho.Daa dosh atishay upkaar ka naash nahii.n kartaa।

triNtulya bhii upkaar kyo.n na ho, uske phal ko samajhne vaale use taa.D ke samaan maanenge।

tukaaraam kahte hai.n ki ab mai.n upkaar ke li.e hii rah gayaa huu.n।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए