Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

bina mulya ke anandpurvak dena hi sarvottam daan hota hai.

yagya, adhyayan, daan, tap, satya, kshama, dayaa aur nirlobhtaa—ye. dharm ke aaTh prakaar ke maarg bataaye gaye hain। inme.n se pahle chaaro.n ka to ko.ii dambh ke li.e bhii sevan kar saktaa hai, parantu antim chaar to jo mahaatma nahii.n hai, unme.n rah hii nahii.n sakte।

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

he bhaarat! dharm, arth, bhay, kaamnaa tathaa karuNaa se diyaa gayaa daan paanch prakaar ka jaannaa chaahi.e।

    اور 1 مزید
quote

sab se neech manushya wo hai, jiska haath sada apni or rahta hai aur jo apne hi liye sab padartho ko lene mein laga rahta hai. aur sab se uttam purush wo hai, jiska haath bahar ki or hai tatha bahar ki or hai tatha dusron ko dene mein laga hai.

daan, bhog aur naash yahi teen dhan ki gati hain, jisne nahin daan diya aur na apne bhog mein laya, uske dhan ki nashrup tisri gati hoti hai.

daanashiilata hriday ka guN hai, haatho.n ka nahiin।

daanashiilata hriday ka guN hai, haatho.n ka nahiin।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

dhananjay! kiya hu.a paap kahne se, shubh karm karne se, pachhtaane se, daan karne se aur tapasyaa se bhii nashT hotaa hai।

man, vachan aur karm se sab praaNiyo.n ke prati adroh, anugrah aur daan - yah sajjno.n ka sanaatan dharm hai।

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

sachchaa daanii prasiddhi ka abhilaashii nahii.n hotaa।

sachchaa daanii prasiddhi ka abhilaashii nahii.n hotaa।

  • विषय : 1
quote

pratyek bhaaratvaasii ka yah bhii karttavya hai ki vah a.isaa na samjhe ki apne aur apne parivaar ke khaane-pahanne bhar ke li.e kamaa liyaa to sab kuchh kar liyaa। use apne samaaj ke kalyaaN ke li.e dil kholkar daan dene ke li.e bhii taiyaar rahnaa chaahi.e।

daan denaa apnaa karttavya hai, a.ise bhaav se jo daan desh, kaal aur paatr ke praapt hone par pratyupkaar na karne vaale ke li.e diyaa jaataa hai, vah saattvik daan hai।

jab daan grhan karne ki ichchha paida ho, to uske viprit bhaav ka chintan karna chahiye.

sachchaa daan do prakaar ka hotaa hai—ek vah jo shraddhaavash diyaa jaataa hai, duusraa vah jo dayaavash diyaa jaataa hai।

pratyupkaar kii aasha se, phalbhog kii ichchhaa se tathaa ba.De kashT se jo daan diyaa jaataa hai use raajas daan kahte hain।

duःkhakaatar vyaktiyo.n ko daan denaa hii sachchaa punya hai।

duःkhakaatar vyaktiyo.n ko daan denaa hii sachchaa punya hai।

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

snaan karne, daan dene, shaastr pa.Dhne, vedaadhyyan karne ko tap nahii.n kahte। na tap yog hii hai aur na yagya karnaa। tap ka arth hai vaasana ko chho.Dnaa, jisme.n kaam-krodh ka sansarg chhuuTtaa hai।

    اور 4 مزید
quote

ek (buddhi) se do (kartawya aur akartawya) ka nishchay karke, chaar (sam, dan, danD, bhed) se teen (shatru, mitr tatha udasin) ko wash mein kijiye panch (indriyon) ko jitkar chhaD (sandhi, wigrah, yan, aasan, dwaidhi bhaw aur samashray roop gunon) ko jankar, sat (stri, jua, mrigaya, madya, kathor wachan, danD ki kathorta aur anyay se dhano parjan) ko chhoDkar sukhi ho jaiye

dhani bano kshati nahin, kintu deen evan datta bano.

dhani bano kshati nahin, kintu deen evan datta bano.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

pratyek padarth ka pratham bhaag dinon ko dena chahiye. avshisht bhaag par hi hamara adhikar hai.

yadi tumhare pas dhan hain, to nirdhnon ko bant do yadi dhan paryapt nahi hai to man ki bhent do yadi man thok nahin hai to tan arpit karo yadi tan bhi swasth nahin hai to mithe wachan hi bolo parantu tumhein kuch na kuch dena hi hai aur paropakar ke liye awashya hi swayan ko nyauchhawar karna hai

jis tarah daanashiilata manushya ke durguNo.n ko chhipaa letii hai, usii tarah kripaNtaa uske sadguNo.n par parda Daal detii hai।

svayan apni prshansa karne mein kripan bano, kintu dusre ke samay data bano.

daan, dakshata, shaastr gyaan, shaurya, lajjaa, kiirti, uttam buddhi, vinay, shrii, dhriti, tushTi aur pushTi- ye sabhii sadguN bhagvaan shrii krishN me.n nitya vidyamaan hain।

binaa kisii ke guN-dosh kii or dhyaan di.e paropakaar karnaa sajjno.n ka ek vyasan hii hotaa hai।

sabse baDa daan shraddha daan hota hai, aur is daan se buddhdev ne kisi manushya ko vanchit nahin rakha.

ghar va grihasthii ka muul uddeshya hii aatithya va paropakaar hai।

ghar va grihasthii ka muul uddeshya hii aatithya va paropakaar hai।

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

yachak ko lautao nahin. arth, nahin to sahanubhuti, sahas, santvna, madhur baat, jo bhi ek, do hriday komal hoga.

daan karo, kintu deen hokar, bina pratyasha ke. tumhare antar mein daya ke dvaar khul jaye.

sarvopari shreshTh daan jo aap kisii manushya ko de sakte hain, vidyaa va gyaan ka daan hai।

paropakaar punya tathaa parpii.Daa paap hai।

hai—kam lena aur zyada dena—yahi hai dharm. aadi dharm. ise hum dharm kahen, adhyatm kahen ya manav dharm kahen. qanun avashyak hai, par paryapt nahin. qanun par hamein rukna nahin hai. usse aage baDhkar dharm ke shikhar ko bhi chhuna hai.

daya ke hisab se kiya gaya daan ahankar ka hi pariposhak hota hai.

ham bhii daan dete hain, karm karte hain। lekin jaante ho kyon? keval apne baraabar vaalo.n ko niichaa dikhaane ke li.e। hamaaraa daan aur dharm koraa ahankaar hai, vishuddh ahankaar।

sachmuch mein jo daan data ko hi bhula den, vahi to sabse baDa daan hai.

daan karke parkash jitna na karo utna hi achchha ahankar se bachoge.

keval tyaag se, muu.Dhtaa se aur yaachana se kisii ko bhikshu nahii.n samajhnaa chaahi.e। jo saral bhaav se svaarth ka tyaag kartaa hai aur sukh me.n aasakt nahii.n hotaa, use hii bhikshu samajhnaa chaahi.e।

mahapurush kripan ki tarah naap taulkar anugrah daan nahin karte, aur ye nahin kahte ki manushya ki buddhi aur shakti ke liye utna hi daan yathesht hai. priy mitr ki tarah ve apne jivan ki sarvochch sadhana ka dhan shraddhapurvak manushya ko arpan karte hain, aur use iske yogya samajhte hain. uski yogyata kitni baDi hai ye baat manushya svayan nahin samajhta, lekin mahapurush achchhi tarah jante hain.

abhay, antःkaraN kii shuddhata, gyaan maarg aur yog maarg me.n vishesh sthiti, daan, dam, yagya, svaadhyaay, tap, saraltaa, ahinsaa, satya, akrodh, tyaag, shaanti, chuglii na karnaa, bhuuto.n par dayaa, aloluptaa, mriduta, lajjaa, chanchaltaa ka na honaa, tejasvita, kshama, dhriti, pavitartaa, droh ka

dharmaatma purush ko chaahi.e ki vah yash ke lobh se, bhay ke kaaraN athvaa apnaa upkaar karne vaale ko daan na de।

jis dan ko thelkar data swayan aage aa jata hai, wo dan to tuchchh dan hai

daan ko daan ki matra se nahin, dene vale ki shakti se manna chahiye.

dharm ka phal shiighr dikhaa.ii na de to is kaaraN dharm aur devtaa.o.n par shankaa nahii.n karnii chaahi.e। doshdrishTi na rakhte hu.e pryatnpuurvak yagya aur daan karte rahnaa chaahi.e।

jo daan binaa satkaar kiye athvaa tiraskaarapuurvak ayogya desh-kaal me.n kupaatro.n ke li.e diyaa jaataa hai, vah taamas daan kahaa jaataa hai।

tum praayah kahte ho, 'mai.n daan duungaa, kintu supaatr ko hii।' tumhaarii vaaTikaa ke vriksh a.isaa nahii.n kahte, na tumhaare charaagaah kii bhe.Den।

ve dete hain, taaki jii saken, kyonki rakhe rahnaa hii mrityu hai।

yadyapi daanashiilata aur abhimaan ke uddeshya bhinn-bhinn hain, phir bhii dono.n Gariibo.n ka poshaN karte hain।

jo kuchh tumhaare paas hai, sab ek din diyaa hii jaayegaa।

isiili.e abhii de Daalo, taaki daan dene ka muhuurtt tumhaare vaariso.n ko nahiin, tumhe.n hii praapt ho jaaye।

jise daan doge, uska duःkha anubhav kar sahanubhuti parkash karo, sahas do, santvna do; baad mein sadhyanusar yatn ke saath do, prem ke adhikari banoge—dan siddh hoga.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए