Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

daan, bhog aur naash yahi teen dhan ki gati hain, jisne nahin daan diya aur na apne bhog mein laya, uske dhan ki nashrup tisri gati hoti hai.

jiivan ka praathamik prasann ullaas manushya ke bhavishya me.n mangal aur saubhaagya ko aamantrit kartaa hai। usse udaasiin na honaa chaahi.e।

jiivan-shuddhi aur jiivan-samriddhi yahii hamaaraa aadarsh ho।

saubhaagya na honaa kisii ke li.e dosh nahii.n hai। samajhkar satpryatn na karnaa hii dosh hai।

  • विषय :
quote

i.imaandaarii vaibhav ka munh nahii.n dekhtii, vah to mehnat ke paalne par kilkaariyaa.n maartii hai aur santosh pitaa kii tarah use dekhkar tript hu.a kartaa hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए