Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

merii deshabhakti ko.ii varjanshiil vastu nahii.n hai। vah to sarvagrahaNshiil hai aur mai.n a.isii deshabhakti ko sviikaar nahii.n karuu.ngaa jiskaa uddeshya duusre raashTro.n ke dukh ka laabh uThaanaa ya unkaa shoshaN karnaa ho। merii deshabhakti kii jo kalpanaa hai va har haalat me.n hamesha, binaa apvaad ke samast maanav

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

niich purush laabh ke uddeshya se prem karte hain। manasvii purush maan ke abhilaashii hote hain।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

saare hii dharm ek samaan baat kahte hain। manushyata u.u.nche guNo.n ko viksit karnaa hii dharm ka uddeshya hai।

bisven aur tisven dashak ke sarvsattavadi abhijat varg ka sabse baDa fayda tathya ke kisi bhi byaan ko uddeshya ke parashn mein badal dena tha. isliye, pradhikran ka sabse baDa dushman avmanana hai, aur ise kamzor karne ka sabse pakka tariqa hans dena hai.

itihaas ka prayojan vartamaan samay aur uske itihaas hai। anusaar kartavya ko mahattv denaa hai।

itihaas ka prayojan vartamaan samay aur uske itihaas hai। anusaar kartavya ko mahattv denaa hai।

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

jiskaa uddeshya kaarya ko samuchit riiti se karnaa hai, usko sarvottam upaadaano.n ka prayog karnaa chaahi.e।

kushtii ka uddeshya suruchipuurN spardha hii honii chaahi.e, nirdayta ka prasaar nahiin। jiske shariir me.n bal hai aur paas me.n mallshaastr ka gyaan hai vah aavashyakta pa.Dne par shatru ko paraast kar saktaa hai aur dushT ko danD de saktaa hai parantu akhaa.De me.n pratispardhii ke haath-paa.nv toD

    اور 3 مزید
quote

kala ka uddeshya prkriti ko prastut karnaa hai, na ki uskaa anukraN karnaa।

khaan-paan ke atirek se kisii uddeshya ko nahii.n paa.egaa aur niraahaar bankar ahankaarii ban jaa.egaa। bhojan yukt ho (na kam, na adhik) usii se samrasta rahegii। samarastaayukt aahaar-vihaar se hii band dvaar khul jaa.enge।

kalaakaar bhaTaktaa na rahe, udbhraant na rahe, kisii prayojan me.n niyojit kar diyaa jaaye to vah ba.Dii shakti ban jaataa hai। nahii.n to vah apne ko hii khaataa hai।

raaNaa prataap ka charitr ek bhaavaavesh nahii.n hai, vah to ek kushal raajniitigya deshabhakt hai, jisne apne uddeshya ko apne jiivan se u.u.nchaa rakhaa hai।

yah vishv kyaa hai? iskaa ruup kyaa hai? pahle yah kaisaa tha? iskaa uddeshya kyaa hai? —a.isaa kabhii vichaar na karke buddhimaan manushya ko 'yah vishv maaya hai', a.isaa hii samajhnaa chaahi.e।

kavitaa ka kshetr vahaa.n se aarambh hotaa hai jahaa.n duniyaavii prayojan kii siimaa samaapt ho jaatii hai।

kabhi kabhi mujhe ashcharya hota hai ki kya mere lekhan ka uddeshya ye pata lagana hai ki kya anya logon ne bhi aisa hi kiya hai ya mahsus kiya hai, ya yadi nahin; to kya unke liye aisi chizon ko anubhav karna samanya hai.

vansh chaahe akhanD ho chaahe na ho, par maatribhuumi! hamaare uddeshya puurit hon। prajvalit agni men, maata ke bandhan to.Dne suus ke li.e apnaa sarvasv jalaakar ham kritaartha.n ho ge hain।

yadyapi daanashiilata aur abhimaan ke uddeshya bhinn-bhinn hain, phir bhii dono.n Gariibo.n ka poshaN karte hain।

yadyapi daanashiilata aur abhimaan ke uddeshya bhinn-bhinn hain, phir bhii dono.n Gariibo.n ka poshaN karte hain।

  • विषय :
    اور 1 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए