Font by Mehr Nastaliq Web

चिंता پر

quote

desh-prem ho aur bhaashaa-prem kii chintaa na ho, yah asambhav hai।

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

mainne apne jivan mein bahut sari chintayen ki hain. inmen se adhikansh vyarth theen.

apne samkalinon ya purvvartiyon se behtar hone ki chinta mat karo. khud se behtar banne ki koshish karo.

chinta aur bimari ke baghair main bina patvar vali kashti ki tarah hota.

chinta aur bimari ke baghair main bina patvar vali kashti ki tarah hota.

  • विषय : 1
quote

chinta karna us qarz ka bhugtan karne jaisa hai jo aap par nahin hai.

apne dharm kii chintaa manushya nahii.n kartaa kintu duusro.n ke li.e vah baraabar dharm banaataa chaltaa hai।

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

raajan! chaahe manushya dhan ko chho.De aur chaahe dhan hii manushya ko chho.D de—ek din a.isaa avashya hotaa hai। is baat ko jaanne vaala kaun manushya dhan ke li.e chintaa karegaa?

bhavishya chaahe jitna bhii sukhad ho, us par vishvaas na karo, bhuutakaal kii bhii chintaa na karo, hriday me.n utsaah bharkar aur i.ishvar par vishvaas kar vartamaan me.n karmashiil raho।

atiit sukho.n ke li.e soch kyon, anaagat bhavishya ke li.e bhay kyon, aur vartamaan ko mai.n apne anukuul banaa hii luungaa, phir chintaa kis baat kii?

    اور 3 مزید
quote

mai.n jiivan ko danD nahii.n samajhnaa chaahtaa। yah brahm kii vibhuuti hai। ise chintaa me.n ghulaanaa, paap me.n lapeTnaa, duःkha me.n bilkhaana sabse ba.Daa apraadh hai।

رام کمار ورما
quote

raajan! na to ko.ii karm karne se nashT hu.ii vastu mil saktii hai, na chintaa se hii। ko.ii a.isaa daataa bhii nahii.n hai jo manushya ko uskii vinshT vastu de de। vidhaata ke vidhaanaanusaar manushya baarii-baarii se samay par sab kuchh pa letaa hai।

    اور 4 مزید
quote

raajan! aapkaa kalyaaN ho। atyant abhimaan, adhik bolnaa, tyaag ka abhaav, krodh, apnaa hii peT paalne kii chintaa aur mitr droh - ye chhah tiikhii talvaare.n deh-dhaariyo.n kii aayu ko kaaTtii hain। ye hii manushyo.n ka vadh kartii hai, mrityu nahiin।

yadi tuu chaahtaa hai ki tujhko bhagvaan ke bhed praapt ho jaa.e.n to a.ise kaarya kar ki jinse kisii ko kashT na pahu.nche। mrityu ka bhay mat kar aur roTiyo.n kii chitaa tyaag de kyonki ye dono.n vastu.e.n samay par svaya.n hii aa upasthit hotii hain।

nirantar upaasnaa ka taatparya hai— nirantar bhajan। arthaat naamjap, chintan, dhyaan, sevaa-puujaa, bhagavdaagyaa-paalan yahaa.n tak ki sampuurN kriyaa maatr hii bhagvaan kii upaasnaa hai।

pratyek vriddh vyakti ke netr me.n chitaa jaagtii rahtii hai aur jahaa.n chintaa rahtii hai vahaa.n nidra kabhii nahii.n aa.egii।

wishyon ka chintan apne sharir ko piDa deta hai jo wishay chintan se sarwatha mukt hai, wo kabhi dukha ka anubhaw nahin karta jaise prajwalit agni mein indhan Dalne se uska bal bahut adhik baDh jata hai, usi prakar wishaybhog aur dhan ka labh hone se manushya ki trishna aur adhik baDh jati hai ghi se shant na hone wali prajwalit agni ki bhanti manaw kabhi wishay bhog aur dhan se tript nahin hota

main ansuon aur muskan se thak gaya hoon main manushyon se bhi thak gaya hoon jo is chinta se ki kal kya hoga, rote aur hanste hain aur jo fasal bote aur katte hain

main dinon aur ghanton se thak gaya hoon, wandhya phulon ki khili kaliyon se thak gaya hoon aur nidra ke atirikt sabhi se—ichchhaon, kalpnaon aur shaktiyon se thak gaya hoon

chintaa jiivan kii shatru hai।

chintaa jiivan kii shatru hai।

quote

pratyek wyakti ye chinta karta hai ki uska paDosi use na thag le kintu ek din aisa aata hai jab wo ye chinta karna prarambh karta hai ki kahin wo apne paDosi ko na thag le tab sab theek chalta hai ab wo apni bajar gaDi ko surya rath mein pariwartit kar chuka hai

ek sainik yah chintaa kab kartaa hai ki uske baad uske kaam ka kyaa hogaa? vah to apne vartamaan karttavya kii hii chintaa kartaa hai।

shaant kamra itna shantipurn aur aramadayak tha ki usmen chinta nahin ki ja sakti thi.

jinhonne prabhu ko aatmanivedan kar diyaa hai, unhe.n kabhii kisii prakaar kii chintaa nahii.n karnii chaahi.e। pushTi (kripaa) karne vaale prabhu angiikrit jiiv kii laukik1 gati nahii.n karenge।(१. saamaanya manushya kii-sii।)

jo manushya shok se aatur ho, amarsh se bhara hu.a, naana prakaar ke kaaryo.n kii chintaa kar rahaa ho athvaa kisii kaamnaa me.n aasakt ho, use niind kaise aa saktii hai?

jiskaa saathii i.ishvar hai usko duःkha kyaa, phikr kyaa,

duusraa saathii kyaa?

aaj ka yatharthawad, buddhi aur samyawad ka aisa putr hai jiske awirbhaw ke sath hi, alochak janmkunDli bana bana kar uske chakrwartitw ki ghoshna mein wyast ho ge swayan unke jiwan aur wikas ke liye kaise wayumanDal, kaisi dhupchhaya aur kitne neer ksheer ki awashyakta hogi iski unhen chinta nahin

maata ke rahte manushya ko kabhii chintaa nahii.n hotii, bu.Dhaapaa se apnii or nahii.n khiinchtaa। jo apnii maa.n ko pukaartaa hu.a ghar me.n aataa hai, vah nirdhan hone par bhii maano maata annpuurNaa ke paas chala jaataa hai।

mai.n us mrityu kii chitaa nahii.n kartaa jo akasmaat jhaTke se saanso.n kii Dor ko to.D degii। mai.n us mrityu ke baare me.n aksar sochtaa huu.n jo kshaN-kshaN ghaTit ho rahii hai, hammen, tummen, sabmen।

us anupam param purush ke pado.n me.n pahu.nche binaa man kii chintaa kabhii nahii.n miT saktii।

mainne mrityu ka chitan to kaaphii kiya hai, lekin mrityu kii chitaa mai.n nahii.n kartaa।

क्या आप जानते हैं कि 'वरी' (worry) शब्द पुराने अँग्रेज़ी शब्द 'वर्गन' (wyrgan) से आया है? वर्गन का मतलब था गले के चारों ओर लपेटना और गला घोंटना। फिर मध्य अँग्रेज़ी में, मूल क्रिया का अर्थ बदल गया।

  • विषय : 1
quote

thakan mahsus karna bhi chinta ke janm ka sanket hai.

mahaatmaa.o.n ka prabhaav achintya hotaa hai।

chintaa.e.n tinko.n se bhii adhik hotii hain।

pyaar mein meri aadhi chinta ye thi ki pyaar ko hanirhit aur khushanuma banane ke liye use kya roop diya jaye.

nikamme baiThe hu.e chintan karte rahnaa, athvaa binaa kaam ki.e shuddh vichaar ka daavaa karnaa maano sote-sote kharraaTe.n maarana hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए