ye niyam hai ki manushya apne paDosi se apne saman prem kare. kuch sau varshon mein ye manav jati ke liye utna hi svabhavik hona chahiye jitna ki saans lena ya sidha chalna, par agar manushya ise nahin sikhta hai to wo tabah ho jayega.

agar hum apne paDosiyon ka svmaan nahin rakhte, chahe ve ginti mein kitne hi thoDe kyon na hon, to hum khud svmaan rakhne ka dava nahin kar sakte.

pratyek wyakti ye chinta karta hai ki uska paDosi use na thag le kintu ek din aisa aata hai jab wo ye chinta karna prarambh karta hai ki kahin wo apne paDosi ko na thag le tab sab theek chalta hai ab wo apni bajar gaDi ko surya rath mein pariwartit kar chuka hai

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere