Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

striyon ko purushon ke saath khuli pratiyogita na karne dena anyaypurn aur ek tarah ka samajik apradh hai?

  • विषय :
    اور 4 مزید
quote

hum sabhi ko bhugatna paDa, lekin un apradhon ke liye nahin jinke liye hum par aarop lagaye ge the. anya hisab bhi chukta karne the.

kisi bhi avastha mein kuch adamiyon ke apradh par unka pura varg apradhi nahin mana ja sakta.

    اور 1 مزید
quote

log kahte hain—dushT ke saare hii kaam apraadh hote hain। dushT kahta hai— mai.n bhala aadamii ho jaataa kintu logo.n ke anyaay ne mujhe dushT banaa diyaa hai।

nirdhanta kraanti aur apraadh kii jananii hai।

  • विषय : 1
quote

bandhu.o.n tathaa mitro.n par nahiin, shishya ka dosh keval uske guru par aa pa.Dtaa hai। maata-pitaa ka apraadh bhii nahii.n maana jaataa kyonki ve to baalyaavastha me.n hii apne bachcho.n ko guru ke haatho.n me.n samarpit kar dete hain।

    اور 2 مزید
quote

sabse ba.Dii buraa.ii tathaa nikrishTtam apraadh nirdhanta hai।

sabse ba.Dii buraa.ii tathaa nikrishTtam apraadh nirdhanta hai।

  • विषय : 1
quote

mai.n jiivan ko danD nahii.n samajhnaa chaahtaa। yah brahm kii vibhuuti hai। ise chintaa me.n ghulaanaa, paap me.n lapeTnaa, duःkha me.n bilkhaana sabse ba.Daa apraadh hai।

رام کمار ورما
quote

vah sabko sharaN dene vaala hai, daataa aur sahaayak hai। apraadho.n ko kshama karne vaala hai, jiivika dene vaala hai aur chitt ko prasann karne vaala hai।

    اور 5 مزید
quote

kaun na kahegaa ki mahattvshaalii vyaktiyo.n ke saubhaagya-abhinay me.n dhuurtata ka bahut haath hotaa hai। jiske rahasyo.n ko sunne se rom kuup sved jal se bhar uThe, jiske apraadh ka paatr chhalak rahaa hai, vahii samaaj ka netaa hai। jiske sarvasv-haraNkaarii karo.n se kitno.n ka sarvanaash ho chukaa hai,

sansaar me.n a.ise apraadh kam nahii.n hai.n jinhe.n ham chaahe.n aur kshama na kar saken।

sansaar me.n a.ise apraadh kam nahii.n hai.n jinhe.n ham chaahe.n aur kshama na kar saken।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

ham a.isaa maanne kii Galatii kabhii na kare.n ki gunaah me.n chhoTaa-ba.Daa hotaa hai।

shreshTh purush ko chaahi.e ki ko.ii paapii ho ya punyaatmaa athvaa ve vadh ke yogya apraadh karne vaale hii kyo.n na hon, un sab par dayaa karen, kyonki a.isaa ko.ii bhii praaNii nahii.n hai jisse kabhii apraadh hotaa hii na ho।

janm ka apradh? yadi wo apradh hai to uska marjan kis prakar sambhaw hai? shastr ki shakti, dhan ki shakti, widya ki shakti, koi shakti janm ko pariwartit nahin kar sakti koi bhi upay janm ke apradh ka marjan nahin kar sakta janm ke anyay ka pratikar kya manushya daiw se le?

anyaay karne vaalo.n ka apraadh jitna hai chupchaap use bardaasht karne vaalo.n ka apraadh kyaa usse kam hai ?

jis prakar jal mein rahti hui machhliyan jal piti hui nahin gyaat hotin, usi prakar arth karyo par niyukt hue raaj karmachari dhanon ka apahran karte hue gyaat nahin hote.

sansar apradh karke itna apradh nahin karta, jitna wo dusron ko updesh dekar karta hai.

sansar mein apradh karke praayः manushya apradhon ko chhipane ki cheshta nitya karte hain. jab apradh nahin chhipte tab unhen hi chhipna paDta hai aur apradhi sansar unki isi dasha se santusht hokar apne niymon ki kaDai ki prshansa karta hai.

kahte kyon nahin ki mera yahi apradh hai ki mainne koi apradh nahin kiya?

samaaj me.n pratidin jo apraadho.n aur dushkarmo.n kii sankhyaa.e.n ba.Dhtii chalii ja rahii.n hain, uskaa pardhaan kaaraN aaj ke yug kii yahii sahaanubhuutirhit, sanvednaashuunya prvrittiyaa.n, visham saamaajik paristhitiyaa.n aur saamuuhik bhrashTaachaar hii hai।

prabhutv aur dhan ke bal par kaun kaun se apradh nahin ho rahe hain?

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए