Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

sipaahii yah kahe ki hame.n la.Dnaa to hai, magar ve hathiyaar nahii.n rakhne hai.n jo senaapati batlaataa hai, to vah la.Daa.ii nahii.n chal saktii।

utkrisht yoddha anushasnapriy hota hai aur isi anushasan ne ashvatthama ko nigal liya.

  • विषय :
quote

dhu.aa.n dene ke li.e mat jal। jor-jor se prajvalit ho aur degpuurvak aakrmaN karke shatru sainiko.n ka sanhaar kar Daal। tuu ek muhuurt ya ek kshaN ke li.e bhii vairiyo.n ke mastak par jaltii hu.ii aag bankar chhaa ja।

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

ek sainik yah chintaa kab kartaa hai ki uske baad uske kaam ka kyaa hogaa? vah to apne vartamaan karttavya kii hii chintaa kartaa hai।

yoddha ka avesh hamesha chaDha hua hota hai, lekin uska man bhola hota hai. shraddhalu hota hai.

    اور 1 مزید
quote

sainik ki tarah laDne ka arth hai thakan ke bavjud laDte jana.

sainik ki tarah laDne ka arth hai thakan ke bavjud laDte jana.

  • विषय : 1

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए