Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

sahity tumhari tumhin se pahchan aur gahri karta hai

har prakashit pankti sahity nahin hoti, balki sachchai ye hai ki har yug mein adhikansh sahity ‘periferi’ ka sahity hota hai jo sirf chhapta chala jata hai

duniya mein nam kamane ke liye kabhi koi phool nahin khilta hai

  • विषय : 1
quote

kavi ko likhne ke li.e korii sleT kabhii nahii.n miltii hai। jo sleT use miltii hai, us par pahle se bahut kuchh likha hota hai। vah sirफ़ biich kii ख़.aalii jagah ko bharta hai। is bharne kii prakriya me.n hii rachna kii sa.mbhaavana chhipii hu.ii hai।

    اور 1 مزید
quote

hamesha purani piDhi nai piDhi se nirash rahi hai nai piDhi bhi purani piDhi bankar nirash hoti rahi hai

sahitya srijeta ko svtantr hona hi chahiye, tabhi uska svar nirbhay aur svtantr hoga. shasan ka pichhlaggu sahitya, samaj ko patan ki or le jayega.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

rachna prakriya ke bhitar na keval bhavna, kalpana, buddhi aur sanvednatmak uddeshya hote hain, varan wo jivnanubhav hota hai jo lekhak ke antarjgat ka ang hai, wo vyaktitv hota hai jo lekhak ka antarvyaktitv hai, wo itihas hota hai jo lekhak ka apna sanvednatmak itihas hai aur keval yahi nahin hota.

pratyek sarjak ya vidhata, jivan ke chahe jis kshetr ki baat ho—‘vidrohi’ aur ‘svikarvadi’ donon saath hi saath hota hai.

pratyek sarjak ya vidhata, jivan ke chahe jis kshetr ki baat ho—‘vidrohi’ aur ‘svikarvadi’ donon saath hi saath hota hai.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

ab abhiwyakti ke sare khatre uthane hi honge toDne honge hi math aur gaDh sab

jagat se man apni cheez sangrah kar raha hai, usi man se vishv manav man phir apni cheez chunkar apne liye gaDhe le raha hai.

adami ke krititv ka mool uski uthai lahron ki shaktishalita hai.

adami ke krititv ka mool uski uthai lahron ki shaktishalita hai.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

sahitya mein sachchi nagarikta rachnaon ki hi hoti hai; aur rachnayen antatः sarthak ya nirarthak hoti hai na ki nai aur purani.

शिल्प का यह भी एक अनोखा व्यापार है—जैसा-तैसा जो भी माध्यम मिला, उसी पर सवार होकर संसार में जो नहीं है, उसी का जाकर आविष्कार कर डालना।

alochana ki samkalinata ka ek paksh ye bhi hai ki wo atit ki mahattvpurn rachnaon ki vartaman arthavatta ki khoj kare.

sahitya vyakran ke siddhanton ko pusht avashya karta hai kintu wo usse svtantr, anandmay rachna hai.

khel prkriti ki sabse sundar rachna hain.

khel prkriti ki sabse sundar rachna hain.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

jo drishya hamein vaise nahin dikhta kyonki us drishya mein hum khud rahte hain, rachnakar dikha deta hai. is tarah wo hamein ek naya mauqa deta hai.

kavita ki rachna sunne se juDi hai.

kavita ki rachna sunne se juDi hai.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

lekhan, vyapar katii nahin hai—vah jivika ka sadhan ho sakta hai, lekin wo bahut anshon mein tapasya hai. isliye jise aatma par bandhan mahsus hote hain to wo chhoDkar chala jaye.

koi injiniyar raddi maal lagakar ghair zimmedari se kachche pul ka nirman kare, to wo jis apradh ka bhagi hoga, umi apradh ka bhagi wo kavi bhi hoga, jo rashtriyata ki sachchi bhavna ki anubhuti ke bina rasm adai ke liye ojhin rashtriy kavya rachega.

    اور 3 مزید
quote

sahityik drashta hai. wo kisi rang se ranga hua nahin rahta. wo kisi rang se ranga hua ho, to srishti ko nyaay nahin de sakega.

kisi rachna ka vahi bhaav jo kavi ke hriday mein tha yadi pathak ya shrita ke hriday tak na pahunch saka to aisi rachna koi shobha nahin praapt kar sakti; use ek prakar se vyarth samajhna chahiye.

    اور 4 مزید
quote

jis prakar sinema ke chitr vastavik pratit hote hain parantu hote hain, maatr parkash aur chhaya ke mile jule chitr, usi prakar srishti ki vividhta bhi ek bhram maatr hai.

kavita srishti saundarya ka anubhav karati hai aur manushya ko sundar vastuon mein anurakt karti hai.

rajaniti vale sanskriti ka nirman nahin kar sakte. shodhak aur anveshak sanskriti nirman karte hain.

rajaniti vale sanskriti ka nirman nahin kar sakte. shodhak aur anveshak sanskriti nirman karte hain.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

hum ‘mahan sahitya’ aur ‘mahan lekhak’ ki charcha to bahut karte hain par kya ‘mahan pathak’ bhi hota hai? ya kyon nahin hota, ya hona chahiye? kya jo samaj lekhak se ‘mahan sahitya’ ki mang karta hai, usse lekhak bhi palat kar ye nahin poochh sakta ki ‘kya tum mahan samaj ho?’

har rachna apne niji vinyas ko lekar vyakt hoti hai, jaise har raag ragini ka thaat badal jata hai, vaise hi har chitr, kavita ke srijan ke samay uska sancha badal jata hai.

har rachna apne niji vinyas ko lekar vyakt hoti hai, jaise har raag ragini ka thaat badal jata hai, vaise hi har chitr, kavita ke srijan ke samay uska sancha badal jata hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

sochne se hi sab kuch nahin hota—n sochte hue man ko chupchap khula chhoD dene se bhi kuch hota hai—vah bhi srijan ka paksh hai. kapDe pahanne hi ke liye nahin hain—utar kar rakhna bhi hota hai ki dhul saken.

likhna chahe jitne wishisht Dhang se, lekin jina ek ati samany manushya ki tarah

hum apni tabahi ke liye zyada, nirman ke liye kam jane jayenge.

hum apni tabahi ke liye zyada, nirman ke liye kam jane jayenge.

  • विषय :
quote

jab bhi aap apne aas paas sundarta ka nirman kar rahe hote hain, aap apni aatma ko bahal kar rahe hote hain.

jab bhi aap apne aas paas sundarta ka nirman kar rahe hote hain, aap apni aatma ko bahal kar rahe hote hain.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

adhunikta shabd ka rachnatmak ashay vartaman ko kendr mein rakhte hue atit aur bhavishya ke prati bhi sanchet rahta hai, isliye samkalin pratyaksh ya tatkalin jaise shabdon ke saath bhi iske gahre aur sathi donon sambandh hain.

agar aap srijan karna chahte hain, to aapko paglon ki tarah prem karna paDta hai.

agar aap srijan karna chahte hain, to aapko paglon ki tarah prem karna paDta hai.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

jo keriar ki dhun mein hai, use to ekdam sahitya rachna band hi kar dena chahiye. sahitya rachna tapasya to hai hi.

ek yug, sahityik andolan aur ek rachna prvritti ke rachnakaron mein sanvedanshilta ke star par samantayen hoti hain.

ek yug, sahityik andolan aur ek rachna prvritti ke rachnakaron mein sanvedanshilta ke star par samantayen hoti hain.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

srishti ke poorv ekatv rahta hai, srishti hui ki vaividhya shuru hua. atः yadi ye vividhta samapt ho jaye, to srishti ka hi lop ho jayega.

srishti ke poorv ekatv rahta hai, srishti hui ki vaividhya shuru hua. atः yadi ye vividhta samapt ho jaye, to srishti ka hi lop ho jayega.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

ek mahan kavi ki kala jivan aur srishti ka sampurn vistar aur vividhta mangti hai jise wo bhasha mein tatolta aur rupayit karta hai.

akarshan ka niyam srijan ka niyam hai.

akarshan ka niyam srijan ka niyam hai.

quote

filmkar ki tapasya hi ye honi chahiye ki wo kis prakar alag alag tatvon ka mel karvaye ki dekhne valon tak unka sanyukt prabhav pahunch sake.

sahitya ki samast mahan kritiyan kisi shaili (genre) ki sthapana karti hain ya wisarjan—anya shabdon mein yon kahen, ki we wishisht ghatnayen hain

sahitya ki samast mahan kritiyan kisi shaili (genre) ki sthapana karti hain ya wisarjan—anya shabdon mein yon kahen, ki we wishisht ghatnayen hain

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

ek kriti ki vivechana aur mulyankan ka matlab yadi uske ‘kathya’ ki vyakhya hi ho, to ek kalakriti ka saundarya paksh ya to bilkul sapat ho jayega ya bilkul rooDh.

sanvedna aur anubhutiyon ka mool roop amurt hota hai aur us arup sanvedna tatha anubhuti ke rupatmak bodh se hi kala ka pradurbhav hota hai.

dharmik chintan ke anusar jagat iishvar ki lila ka parinam hai.

dharmik chintan ke anusar jagat iishvar ki lila ka parinam hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

rachnatmak prakriya apaki manchahi cheez ko pane mein apaki madad karti hai! iske teen asan qadam hai ha mangen, yaqin karen, aur payen.

achchhi samiksha ka kaam keval sarlikarnon aur asan samikarnon mein vichran karna—bhar nahin ha ek aise vivek ka parichay dena bhi hai jo vibhinn rachnaon, ya rachnaon ki vibhinntaon ke beech barik farq kar sake.

aap apne vicharon aur akarshan ke niyam dvara apne jivan ka srijan kar sakte hain.

kala ki rachna prakriya ki do avasthayen hoti hain. ek to arup bhavnaon ki rupatmak anubhuti, jo purnatः manasik prakriya hai. dusri, bimbatmak manasik abhivyakti ki dhvani, rang, rekhaon, shabdon aadi ke madhyam se bahybhivyakti, jisse kalakriti ka nirman hota hai.

bhavaprsut vachanarachna mein hi bhaav ya bhavna teevr karne ki kshamata pai jati hai.

kisi achchhe sanklan ki ek bhi achchhi kavita ki ek pankti ko bhi, ek shabd tak ko bhi alasya, laparvahi, pramad ya ahanmanyta mein nazarandaz karna kavi ka to zyada kuch nahin bigaDta, tathakathit alochak ki qalii avashya khol deta hai.

main badmashon, gadhon, aadhe paglon aur makkaron ke liye ek zimmedari mahsus karta hoon, par jo kuch rachta hoon sirf apni zimmedari par rachta hun—ya phir nahin rachta filhal apne ko rachne yogya banaye rakhta hoon.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए