Font by Mehr Nastaliq Web

गांधीवाद پر

quote

apne mein vishvas, aur jisko dushman manen uska uddhaar karne mein hamari raksha hoti hai.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

bharat mein yadi koi granth jhompaDiyon se mahlon tak mein sthaan pa saka hai, to wo tulsikrit ramayan hai.

  • विषय : 1
quote

dil mein jo jyoti honi chahiye usko prakat karne ki koshish hamein karni hai hamare dil mein ram wirajman hain aur wahan bhi yuddh chalta hai ram aur rawan ke beech mein agar hriday mein, uske bahar nahin, ram par rawan ki jeet hoti hai to uska matlab hai ki hriday mein jyoti nahin hai, andhera hai agar ram ki rawan par jay hoti hai aur rawan bekar ho jata hai ya parast ho jata hai, tab hamare bhitar to jyoti hai hi, bahar bhi diya batti jalane ka hamko haq ho jata hai

jo alpamat mein hain unki hamein zyada darkar honi chahiye, yahi talim main abtak deta aaya hoon.

hammen se har ek ko bhangi bankar seva karni chahiye. jo manushya pahle bhangi banta wo zinda rah nahin sakta hai. aur na rahne ka use haq hai.

bina atmashuddhi ke pranimatr ke saath ekta ka anubhav nahin kiya ja sakta hai aur atmashuddhi ke abhav se ahinsa dharm ka palan karna bhi har tarah namumkin hai.

    اور 4 مزید
quote

insaan aisa bana hai ki agar wo apne banane vale ko samajh le aur ye samajh le ki main usi bhagvan ka pratibimb hoon to duniya ki koi taqat uske svmaan ko chheen hi nahin sakti. uske svmaan ka hanan koi kar sakta hai to wo khud hi kar sakta hai

svdeshabhiman ka arth main desh ka hit samajhta hoon.

svdeshabhiman ka arth main desh ka hit samajhta hoon.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

satyagrah duniya mein sabse baDi taqat hai, jiske samne aapka bataya hua virodhi sangthan lambe samay tak tik nahin sakta.

iishvar jivan hai, satya hai, parkash hai. wo prem hai, wo sarvochch shiv hai—shubh hai.

akhbar ka ek kaam to hai logon ki bhavnayen janna aur unhen zahir karna, dusra kaam hai logon mein amuk jaruri bhavnayen paida karna aur tisra kaam hai logon mein dosh hon to chahe jitni musibten aane par bedhaDak hokar unhen dikhana.

jo prauDh aur tajurbekar hain, ve hi svarajya bhugat sakte hain, na ki be lagam log.

svadeshi wo hai jo atmako bhata hain.

svadeshi wo hai jo atmako bhata hain.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

mujhe duniya ko koi nai cheez nahin sikhani hai. satya aur ahinsa anadi kaal se chale aaye hain.

mujhe duniya ko koi nai cheez nahin sikhani hai. satya aur ahinsa anadi kaal se chale aaye hain.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

hum jo baten paDhte hain ve sabhyata ki himayat karne valon ki likhi baten hoti hain. unmen bahut hoshiyar aur bhale adami hain. unke lekhon se hum chaundhiya jate hain. yon ek ke baad dusra adami usmen phansta jata hai.

aatm vishvas ravan jaisa nahin hona chahiye jo samajhta tha ki meri barabari ka koi hai nahin. aatm vishvas hona chahiye vibhishan jaisa, prahlad jaisa. unke ji mein ye bhaav tha ki hum nirbal hain magar iishvar hamare saath hai aur hamari shakti anant hai.

satyagrah ka arth hai virodhi ko piDa dekar nahin, apitu svayan kasht uthakar satya ki raksha karna.

satya aur ahinsa ek hi sikke ke do pahlu hain.

satya aur ahinsa ek hi sikke ke do pahlu hain.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

go-sevaa ke baare me.n dil kii baat kahuu.n to aap rone lag jaa.e.n, aur mai.n rone lag jaa.uu.n- itnaa dard mere dil me.n bhara hu.a hai।

shrii gokhale ka naam mere li.e ek pavitra naam hai। ve mere raajniitik guruu hain।

ahinsa koi haldi mirch to hai nahin jo bazar se mol aa jayegi.

ahinsa koi haldi mirch to hai nahin jo bazar se mol aa jayegi.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

virodhi ko samjhakar samadhani se kaam karne ka prayatn karan satyagrahi ka pahla lakshan aur satyagrah ki pahli siDhi hai.

shastron ne hamein do bahumulya vachan diye hain. unmen se ek hai—‘ahinsa parmo dharmः’ aur dusra hai—‘satyannasti paro dharmः.

mahlon mein rahne vala adami rajya nahin chala sakta.

mahlon mein rahne vala adami rajya nahin chala sakta.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

main iisa ko mahan kalakar manata hoon; kyonki unhonne satya ki upasna ki, use DhunDha aur apne jivan mein use pragat kiya.

jahan par bahumatvale alpamatvalon ko maar Dalen, wo to jalik hukumat kahlayegi. use svarajya nahin kaha ja sakta.

    اور 3 مزید
quote

gandhivad, samajavad, dharmanirpekshata ki jo baat ki jati hai, wo khaas arth nahin rakhti. mool hai, jo bhi haath paD jaye, satta pa lena.

meri raay mein hindu dharm mein dikhai paDne vali asprishyata ka vartaman roop iishvar aur manushya ke khilaf kiya gaya bhayankar apradh hai aur isliye wo ek aisa vish hai jo dhire dhire hindu dharm ke praan ko hi niःshesh kiye de raha hai.

apne dal ko balvan banane ke liye prdhanmantri parliyament se kaise kaise kaam karvata hai—iski misalen jitni chahiye utni mil sakti hain. ye sab sochne layak hai.

apne dal ko balvan banane ke liye prdhanmantri parliyament se kaise kaise kaam karvata hai—iski misalen jitni chahiye utni mil sakti hain. ye sab sochne layak hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

atmavishvas ravan ka sa nahin hona chahiye, jo samajhta tha ki meri barabari ka koi hai hi nahin. atmavishvas hona chahiye vibhishan jaisa, prahlad jaisa. unke ji mein ye bhaav tha ki hum nirbal hain magar iishvar hamare saath hai aur is karan hamari shakti anant hai.

apni kalpana ke is satya ki aradhana karte hue manushya antim shuddh satya tak pahunch hi jata hai. aur vahi parmatma hai.

apni kalpana ke is satya ki aradhana karte hue manushya antim shuddh satya tak pahunch hi jata hai. aur vahi parmatma hai.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

atmawishwas rawan ka sa nahin hona chahiye jo samajhta tha ki meri barabari ka koi hai hi nahin atmawishwas hona chahiye wibhishan jaisa, prahlad jaisa unke ji mein ye bhaw tha ki hum nirbal hain, magar ishwar hamare sath hai aur is karan hamari shakti anant hai

sadhan hamare bas ki baat hai, isliye ahinsa param dharm hui aur satya parmeshvar hua.

satya mein ahinsa chhipi hui hai aur ahinsa mein satya.

satya mein ahinsa chhipi hui hai aur ahinsa mein satya.

  • विषय : 1
quote

shuddh banne ka arth hai man se, vachan se aur kaya se nirvikar banna, raag dveshadi se rahit hona.

hum duniya mein kisi ko dushman banana nahin chahte aur na hum kisi ke dushman banna chahte hain, ye meri vyakhya ka svarajya hai.

hum duniya mein kisi ko dushman banana nahin chahte aur na hum kisi ke dushman banna chahte hain, ye meri vyakhya ka svarajya hai.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

ye—satya aur ahinsa—sikke ki do pithon ki bhanti ek hi sanatan vastu ki do pithon ke saman hain.

main apne ko sanatani hindu mamanta hoon, to bhi aisa sanatani nahin ki siva hindu ke aur kisi ko hindustan mein rahne nahin doon. koi kisi dharm ka ho, lekin hindustani hai aur usko yahan rahne ka utna hi haq hai jitna mujhko hai.

do rashtron ke beech yuddh chhiDne par ahinsa mein vishvas rakhne vale vyakti ka dharm hai ki wo us yuddh ko roken.

hum apne hriday ko saaf karen, gandi cheez ko pasand na karen. gandi cheez ko paDhna chhoD den. agar aisa karenge to akhbar apna sachcha dharm palan karenge.

jo adami apna dharm palan karta hai, dharm hi uska badla hai.

jo adami apna dharm palan karta hai, dharm hi uska badla hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

hindustani sagar ke kinare par hi mail jama hai. us mail se jo gande ho gaye hain unhen saaph hona hai.

mujhe lagta hai ki ek adami jo kahta hai wo vaisa karta hai ya nahin, isise uski jaanch hoti hai.

mujhe lagta hai ki ek adami jo kahta hai wo vaisa karta hai ya nahin, isise uski jaanch hoti hai.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

agar desh ka hit angrejon ke hathon hota ho, to main aaj angrejon ko jhukkar namaskar karunga.

mrityu harek ka param mitr hai, wo apne karmke mutabik avega hi.

main duniya mein sirph ek hi tanashah ko svikar karta hoon aur wo hai meri antratma ki avaz.

sharir mein asvasthata malum hone par rog ko rokne vale ilajon par amal karna, pahli siDhi hai.

mujhe prdhanmantriyon se dvesh nahin hai, lekin tajurbe se mainne dekha hai ki ve sachche deshabhimani nahin kahe ja sakte. jise hum ghoos kahte hain, wo ghoos ve khullam khulla nahin lete dete, isliye bhale hi ve iimandar kahe jayen, lekin unke paas vasila kaam kar sakta hai. ve dusron se kaam nikalne ke liye upadhi vagaira ki ghoos bahut dete hain.

manushyon apni or khinchne vala agar jagat mein koi asli chumbak hai to wo keval prem hi hai, iska main sakshi hoon.

ye jagat ka niji anubhav hai ki aadha chhatank bhar achran ka jitna phal hota hai utna man bhar bhashnon athva lekhon ka nahin hota.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए