vishuddh vyakran aur paribhasha aadi ke dvara ghatna ka bakhan karne se hi yadi ghatna ka pura bakhan ho jata to sahitya samachar patron mein hi band rahta.

akhbar ka ek kaam to hai logon ki bhavnayen janna aur unhen zahir karna, dusra kaam hai logon mein amuk jaruri bhavnayen paida karna aur tisra kaam hai logon mein dosh hon to chahe jitni musibten aane par bedhaDak hokar unhen dikhana.

samacharpatr ek zabardast shakti hai, kintu jis prakar nirankush pani ka pravah gaanv ke gaanv Dubo deta hai aur phasal ko nasht kar deta hai, usi prakar kalamka nirankush pravah bhi nashki srishti karta hai

naam aur tarikh par dhyaan na den to das saal varana akhbar bhi hamein aaj ka hi jaan paDega. Dakaiti, loot, apahran, hatya, balatkar, satta ki chhina jhapti khabron ki yahi to wo amarbel hai jo sada akhbaron par chhai rahti hai.

agar main kisi akhbar ka sampadak hota, to mera akhbar roz na nikalta jis din Dhang ka samachar na hota, us din akhbar band rahta ek sthayi suchana chhap deta ki jis din akhbar na aaye, us din samajh lijiye ki koi samachar nahin bina kisi samachar ke akhbar ke barah ya solah prishth chhap dena, mulyawan akhbari kaghaz ki aur pathkon ke samay ki barbadi hi kahi jayegi

jo grihiniyan apne pati ko akhbar ke pichhe se ghoor rahi hoti hain, ya bistar par unki sanson ko sun rahi hoti hain, ve kiraye ke kamre mein rahne vali avivahita se bhi zyada akeli hain.

saphalta wo jagah hai jo ek vyakti akhbar mein gherta hai.

hum apne hriday ko saaf karen, gandi cheez ko pasand na karen. gandi cheez ko paDhna chhoD den. agar aisa karenge to akhbar apna sachcha dharm palan karenge.

sanchar ke nazariye se dekhen to bhi patrakarita ki bhumika mein vikhanDan hi zyada thaharta hai, juDav kam.

akhbaron mein var chahiye ya vadhu chahiye vigyapan jaise chhapte hain, vaise hi rajnetaon ke byaan chhap rahe hain ki saman vicharadhara ke dalon ko mil jana chahiye.

aaj azadi ke zamane mein to ye pablik ka farz ho jata hai ki gande akhbaron ko na paDhe, unko phenk den.

akhbaron ka kaam bharat ki sajhi rashtriy virasat aur paraspar mel milap ki bhavna ko baDhava dena hai. lekin usne apna mukhya kartavya agyan phailana, sankirnta ka parchar karna, logon ko samprdayik banana aur hamari sajhi virasat ko nasht karne ko bana rakha hai.

muurkhata, durbalta, pakshapaat, Galat dhaarNaa, Thiik dhaarNaa, haThdharmita aur samaachaarpatro.n ke ansho.n ke mile-jule ruup ka naam janmat hai।

hindi mein rajanaitik alochana karne vale akhbar ab nahin hain.

tho.Daa bhaashaN denaa aa jaane se, aur aKhbaaro.n mae likhnaa siikh jaane se hii netaa ban jaane kii naujvaano.n mae kalpanaa ho to vah Galat hai। sii.Dhii-dar-sii.Dhii cha.Dhnaa chaahi.e

hindi ke baDe akhbar uski aatma ko bechne mein jute hain.

akhbar valon ne bhi havai baten kar karke sabko gulam bana Dala hai, lekin ve sari baten qarib qarib nikammi hi hoti hain.

log apna pet palne ke liye akhbar ke panne bharte hain aur usse hindustan ka bigaD hota hai to unhen chahiye ki ve akhbar ka kaam chhoD den aur koi dusra kaam guzare ke liye DhoonDh len.

yadi akhbar durust nahin rahenge to phir hindustan ki azadi kis kaam ki rahegi ?

hindi mein to jaise ab jo kuch hai, smaart fon par hai. akhbaron mein shayad hi kabhi koi qayde ki vivechana chhapti ho.

inDiyan opiniyan ke pahle mahine ke kamakaj se hi main is parinam par pahunch gaya tha ki samacharpatr sevabhav se hi chalane chahiye.

koi kitna hi chikhe, hamare akhbar durust hote hi nahin hain.

aKhbaar likhne vaale maamuulii sikke ke manushya hote hain।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere