hum sabhi ko bhugatna paDa, lekin un apradhon ke liye nahin jinke liye hum par aarop lagaye ge the. anya hisab bhi chukta karne the.

aarop ghalat ho ya sahi, par gumnam shikayat karna ek kayartapurn karya hai.

kshamaashiil purusho.n me.n ek hii dosh ka aarop hotaa hai। duusre kii to sambhaavnaa hii nahii.n hai। dosh yah hai ki kshamaashiil ko log asmarth samajh lete hai.n kintu kshamaashiil ka vah dosh nahii.n maannaa chaahi.e kyonki kshama me.n ba.Daa bal hai।

jhuuThe aaropo.n ka sarvottam uttar maun hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere