log, lobh, kaam, krodh, agyaan, harsh athvaa baalochit chapaltaa ke kaaraN dharm ke viruddh kaarya karte tathaa shreshTh purusho.n ka apmaan kar baiThte hain।

aatithya ka nirvaah na karne kii muu.Dhtaa hii dhanii kii daridrata hai। yah buddhihiino.n me.n hii hotii hai।

mu.nh Te.Dhaa karke dekhne maatr se atithi ka aanand u.D jaataa hai।

yahan sach bolna sabse baDa anadar hai—akramak prvritti hai.

upeksha tatha anadar vahin sambhav hai jahan upekshit aur anadrit vyakti upeksha aur anadar karne vale ke samkaksh ya usse nyoon hota hai.

manushya aur manushya kii majduurii ka tiraskaar karnaa naastiktaa hai।

tattvagya purush ko chaahiye ki vah apmaan ko amrit ke samaan samajhkar usse santushT ho aur vidvaan manushya sammaan ko vish ke tulya samajhkar usse sada Dartaa rahe।

aagyaa ka ullanghan sadguN keval tabhii ho saktaa hai jab vah kisii adhik u.u.nche uddeshya ke li.e kiya jaaye aur usme.n kaTuta, dvesh ya krodh na ho।

nirantar parivartit hotaa hu.a yah kaal anek mahaapurusho.n ko bhii ek saath anaadarpuurvak gira detaa hai jaise ba.De-ba.De parvto.n kii sheshanaag |

jo maatribhaasha kii avagaNnaa kartaa hai, vah apnii maata kartaa hai।

he bhaarat ! yadi kisii gurujan ko 'tuu' kah diyaa jaay to yah uskaa vadh hii ho jaataa hai।

hai maraN se bhii buraa apmaan honaa lok men।

maatribhaasha ka anaadar maa.n ke anaadar ke baraabar hai। jo maatribhaasha ka apmaan kartaa hai vah svdeshbhakt kahlaane laayak nahiin।

mujhe apne apmaan me.n nirvasan nagn dekhne ka kisii purush ko adhikaar nahiin। mujhe mrityu kii chaadar se apne ko Dha.nk lene do।

yah ju.aa anaadar ko tuchchh samajhtaa hai। pratyek din dhan upaarjit kartaa hai aur detaa bhii hai।

purush ko kabhii apnaa anaadar nahii.n karnaa chaahi.e। jo svaya.n apnaa anaadar kartaa hai, use uttam a.ishvarya praapt nahii.n hotaa।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere