hamare desh mein samprdayik dvesh ki jaD madhyayug ka itihas hai, jo arddhsatya aur ghalat najariye se pracharit kiya jata hai aur paDhaya jata hai.

aarop ghalat ho ya sahi, par gumnam shikayat karna ek kayartapurn karya hai.

yadi gaandhiivaad Galat baat ke li.e hai to ise nashT ho jaane do। satya aur ahinsaa to kabhii nashT nahii.n hoge। parantu yadi gaandhiivaad mataandhtaa ka duusraa naam hai, to yah nashT kar dene yogya hii hai।

sabhi dharm kahte hain, itihas bhi sakshi deta hai aur anubhaw ki bhi baat hai ki asatya, hinsa aadi se yukt sadhnon dwara satya ki khoj karna asambhaw hai

yah kitnii Galat baat hai ki ham maile rahe.n aur duusro.n ko saaf rahne kii salaah den।

asatya aur buraike saath to kabhi samjhauta nahin karna chahiye.

jitne ya harne ka tariqa kya raha—yah zyada mahattvpurn baat hai, na ki jeet ya haar ka parinam. vajib raste par chalte hue haar jana behtar hai, bajaye ghalat raah par chalkar jeet hasil karna.

agar aapne ghalat insaan ko chhoDa nahin to sahi insaan kabhi nahin milegi.

agar mool cheez asatya hai aur uske agrah mein jabardasti ki jati hai to usko chhoDna achchha hoga.

main in jhuthe rajnitik chunavon se koi vasta nahin rakhna chahta. aise jhuthe chunavon ke dam par to main prdhanmantri bhi ban sakta tha magar mere liye uska koi mol nahin.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere