vafaa hii vah jaaduu hai jo ruup ke garv ka sir niichaa kar saktaa hai।

gauravanvit bano, kintu garvit mat ho jao.

dhan-sampatti mithyaa abhimaan se unmatt kar detii hai।

na ruup, gaurav ka kaaraN hotaa hai aur na kul। niich ho ya mahaan uskaa karm hii uskii shobhaa ba.Dhaataa hai।

jo paraspar bhed-bhaav rakhte hain, ve kabhii dharm ka aachraN nahii.n karte। ve sukh bhii nahii.n paate। unhe.n gaurav nahii.n praapt hotaa tathaa unhe.n shaanti kii vaartaa bhii nahii.n suhaatii।

hamaarii janmabhuumi, dharmbhuumi, gauravbhuumi! tere li.e hamaare puurvjo.n ne mrityu ka varaN kiya। he maatribhuumi! ham bhavishya ke li.e tujhe apnaa mastak, hriday aur haath arpit karte hain।

krodh, harsh, abhimaan, lajjaa, uddanDtaa, svaya.n ko bahut adhik maannaa - ye sab jis manushya ko uske lakshya se nahii.n haTaate, usii ko panDit kahaa jaataa hai।

ham durbal manushya raag-dvesh se u.upar rahkar karm karnaa nahii.n jaante, apne abhimaan ke aage jaati ke abhimaan ko tuchchh samajh baiThte hain।

hinduu muurti puujak hai.n aur iske li.e hame.n abhimaan hai।

guNvaano.n kii gaNnaa ke aarambh me.n khaDiyaa jiskaa naam gauravpuurvak nahii.n likhtii, a.ise putr se yadi maata putravtii bantii hai, to vandhyaa kaisii hogii?

jel jaana gaurav kii baat hai। ko.ii bhii jel jaakar hampar ahsaan nahii.n kartaa vah svaya.n kritaarth hotaa hai।

jiivan me.n kaam karnaa, shram se roTii ka upaarjan karnaa aur shiv ka naam lenaa, yahii gaurav hai। isii me.n jiivan kii saarthakta hai।

he bhagvaan! terii bhakti ke maarg me.n sab samaan hai। is lok va parlok me.n terii hii sevaa sarvashreshTh hai। tuu hamaare abhimaan ko chhiin le, aur namrataa ko de। tuu apnii kripaa se yah len-den kar।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere