lekhak ko apni pustak mein brahmanD mein iishvar ki tarah hona chahiye, jo har jagah maujud hai aur kahin bhi dikhai nahin deta hai.

shabdon ke brahmanD mein solah solah surya prajvalit rahe hain. vahan kuch bhi badhit nahin hai, sab kuch poorn hai, prachur hai.

brahmaanD kitnaa ba.Daa hai, yah ba.Daa savaal nahii.n hai, manushya kii buddhi kitnii ba.Dii hai, yahii ba.Daa savaal hai।

jab hum apne vaishvik drishtikon mein chandrma ke andhere paksh ko shamil kar lenge, keval tabhi hum sarvavyapi sanskriti par gambhirta se baat kar sakte hain.

brahmanD se apni manchahi cheez mangne ka matlab is bare mein aspasht hona hai ki aap kya chahte hain. agar aapke dimagh mein aspasht tasvir hai to aapne maang liya hai.

brahmanD vichar se prakat hota hai. hum na sirf apni taqdir ke, balki brahmanD ke bhi nirmata hain.

jis tarah se vidhata ne srishti ko gaDha; us tarah se manushya ne nahin gaDhna chaha, us drishti se manushya ne srishti ko dekhana bhi nahin chaha.

ब्रह्मांड एक क़ैद है जिस से कोई बाहर नहीं जा सकता। उम्मीद, जो मृत्युशैय्या पर पुनर्जीवित होती लगती है, तुरंत नकार दी जाती है। इसके बावजूद उम्मीद का अटूट धागा बना रहता है।
pura brahmanD ek hi insaan mein samaya hua hai—ap mein.

ek kshaN ke li.e yadi aap shaant baiThkar a.isaa vichaar kare.n ki aap vishvmaanav hain, aap anant shakti hain, to aap dekhenge ki aap vaastav me.n vahii hain।

jo hai nahiin, us chitr ko dikhaatii hai, par hotii hai keval diivaar। usii prakaar sampuurN jagdaakaar se jo prakaashit hotii hai, vah sanvitti (sanvit, chetnaa) hai।

is tarah chamko jaise brahmanD hi pustak hai.

is samast vishv ke rachyitaa aur pitaa ko praapt karnaa bahut kaThin hai tathaa use paakar sabko bataanaa asambhav hii hai।

yah brahmaanD nirvachchhinn sukho.n ka akhanD bhanDaar hai

brahmanD aur sitaron ki roshni mere zariye aati hai.

akelapan mat mahsus karen, pura brahmanD aapke andar hai.

yadi achchhii tarah se saantvnaa puurN, madhur eva.n snehyukt vachan bolaa jaaye aur sada sab prakaar se usii ka sevan kiya jaay to uske samtulya is jagat me.n nissandeh kuchh nahii.n hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere