sabko apne ki.e ka phal bhognaa pa.Dtaa hai—-vyakti ko bhii, jaati ko bhii, desh ko bhii।

he nishaachar! jaise vishmishrit ann ka pariNaam turant hii bhognaa pa.Dtaa hai, usii prakaar lok me.n ki.e ge paapkarmo.n ka phal bhii shiighr hii miltaa hai।

na dene par (kanyaadaan na karne se) to lajjaa aatii hai aur vivaah kar dene par man dukhii hotaa hai। is prakaar dharm aur sneh ke biich me.n pa.Dkar maataa.o.n ko ba.Daa kashT hotaa hai।

jo mohavash apne hit kii baat nahii.n maanata hai, vah diirghasuutrii manushya apne svaarth se bhrashT hokar keval pashchaataap ka bhaagii hotaa hai।

lok kii ha.nsii sahne vaale hii lok ka nirmaaN karte hain।

atyant kashT kii dashaa me.n bhii praaNiyo.n kii prvrittiyaa.n jiivan kii aasha ka parityaag nahii.n kar paatiin।

is jagat me.n kaun apne karm ka phal nahii.n bhogtaa hai?

pii.Dit aatma ko ullaas prabhaavit nahii.n kar saktaa

yauvan ka aarambh hote hii kanyaa.o.n ke pitaa santaap- agni ke i.indhan ban jaate hain।

jaan pa.Dtaa hai ki aadamii ka raasta siidhaa aur sugam nahii.n hai। vah kardam-kanTak ka hai aur Thokar aur ghaav kha khaakar hii aadamii siikhtaa aur ba.Dhtaa hai।

vinay aur kashT sahne ka abhyaas rakhte hu.e bhii apne ko kisii se chhoTaa na samajhnaa chaahi.e aur ba.Daa banne ka ghamanD achchhaa nahii.n hotaa।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere