vah karm sabse uttam hai jo adhiktam logo.n ko sabse ba.Dii prasannataa pradaan kartaa hai।

jiskaa uddeshya kaarya ko samuchit riiti se karnaa hai, usko sarvottam upaadaano.n ka prayog karnaa chaahi.e।

puujaa karnevaalaa puujaa karne me.n apne uttam guNo.n ko baahar laataa hai।

jis upanyaas ko samaapt karne ke baad paaThak apne andar utkarsh ka anubhav kare, uske sadbhaav jaag uThen, vahii saphal upanyaas hai।

mahaaraaj! jahaa.n gangaa bahtii hai, vahii uttam desh hai aur vahii tapovan hai। gangaa ke samiipavartii sthaan ko siddhikshetr samajhnaa chaahi.e।

paarangat daarshanik hu.e binaa ko.ii bhii vyakti kabhii mahaan kavi nahii.n hu.a।

pratibhaashaalii vyakti kisii kaarya me.n isli.e utkrishT nahii.n hote ki ve usme.n parishram karte hain। apitu ve usme.n parishram karte hai.n kyonki ve usme.n utkrishT hote hain।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere