dil mein jo jyoti honi chahiye usko prakat karne ki koshish hamein karni hai hamare dil mein ram wirajman hain aur wahan bhi yuddh chalta hai ram aur rawan ke beech mein agar hriday mein, uske bahar nahin, ram par rawan ki jeet hoti hai to uska matlab hai ki hriday mein jyoti nahin hai, andhera hai agar ram ki rawan par jay hoti hai aur rawan bekar ho jata hai ya parast ho jata hai, tab hamare bhitar to jyoti hai hi, bahar bhi diya batti jalane ka hamko haq ho jata hai

janm ka ant hai, jivan ka nahin. aur mrityu ka prarambh hai, jivan ka nahin. jivan to un donon se paar hai. jo use nahin jante hain, ve jivit hokar bhi jivit nahin hain. aur jo use jaan lete hain, ve mar kar bhi nahin marte.

jo parkash svarup hai, agar uska parkash na ho to vahi to uski badha hai; parkash hi uski mukti hai.

janm ka ant hai, jiwan ka nahin aur mrityu ka prarambh hai, jiwan ka nahin jiwan to un donon se par hai jo use nahin jante hai, we jiwit hokar bhi jiwit nahin hai aur jo use jaan lete hain we mar kar bhi nahin marte

svayan ko khokar kuch karo, to usse hi svayan ko pane ka maarg mil jata hai.

asim ki or gyandrishti moDne par hi hum satya ko dekhte hain.

sadhu ke paas use kuch dene nahin, varan usse kuch lene jana chahiye. jinke paas bhitar kuch hai, ve hi bahar ka sab kuch chhoDne mein samarth hote hai.

unnati ka muul aatmasmarpaN hai, unnati ka arth hai aatmagyaan।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere