pyaar karne ka chunav juDne ka vikalp hai—dusre mein khud ko khojne ka vikalp.

mere itne lokapriy hone ka karan ye hai ki main dusron ko wo lautati hoon jo unhen svayan mein khojne ki avashyakta hoti hai.

jo mujhe samjhega wo mujhe vahin DhoonDh lega jahan main baitha hoon.

mujhe abhi DhoonDh lo. isse pahle ki koi aur mujhe talash kar le.

agar aap anant ki talash kar rahe hain, tab bas apni ankhen band kar lijiye!

"main kaun hoon?" jo svayan in parashn ko nahin puchhta hai, gyaan ke dvaar uske liye band hi rah jate hain.

mera pati driDh nishchay ke mahl mein niwas karta hai wahin rahta hai braj laDla! jo wahan uske pas jata hai use uske darshan hote hain jo bhule hue hain, we uski khoj mein dusre sadnon mein bhatakte rahte hain kintu bhagwan unhen ek bhi jagah nahin milta

vah tere nikaT hai, duur khojne kii aavashyakta nahiin। vah shuunya ke saath shuunya mil jaane ke atirikt aur kuchh nahiin।

सारा विज्ञान का अंतिम लक्ष्य उस एकता को खोजना है; उस एक को खोजना है जिससे अनेकता का निर्माण हुआ है, उस एक को खोजना है जो अनेक रूपों में विद्यमान है।
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere