main jitna buDha hota ja raha hoon, utna hi ashvast hota ja raha hoon ki main param avashyak nahin hoon.

mera pati driDh nishchay ke mahl mein niwas karta hai wahin rahta hai braj laDla! jo wahan uske pas jata hai use uske darshan hote hain jo bhule hue hain, we uski khoj mein dusre sadnon mein bhatakte rahte hain kintu bhagwan unhen ek bhi jagah nahin milta

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere