la.Dte hu.e mar jaana jiit hai, dharm hai। la.Dne se bhaagnaa paraadhiinata hai, diintaa hai। shuddh kshatriyatv ke binaa shuddh svaadhiinata asambhav hai।

dharm-yuddh se ba.Dhkar anya kalyaaNkaarak karttavya kshatriy ke li.e nahii.n hai।

kshatriy yuddh me.n maaraa jaa.e to vah shok ke yogya nahii.n hai, yah nishchit baat hai।

sabhii log hisaa ka tyaag kar de.n to phir kshaatrdharm rahtaa hii kahaa.n hai? aur yadi kshaatrdharm nashT ho jaataa hai to jantaa ka ko.ii naata nahii.n rahegaa।

khaaT par marnaa kshatriy ke li.e adharm hai।

viir kshatriy ko apnii prtigyaa shithil karnaa Thiik nahii.n hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere