Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

tejasviyo.n kii aayu nahii.n dekhii jaatii।

  • विषय :
quote

pratibhaashaalii vyakti kisii kaarya me.n isli.e utkrishT nahii.n hote ki ve usme.n parishram karte hain। apitu ve usme.n parishram karte hai.n kyonki ve usme.n utkrishT hote hain।

    اور 1 مزید
quote

saarvajnik sansthaaye.n bhii pratibhaashaalii manushya kii muhtaaj hotii hain।

nishchay hii tejasvii log bhii dhiire-dhiire hii vriddhi praapt karte hain, sahsaa nahiin।

tejasvii duusre ke vistrit tej ko sahn nahii.n kartaa, yah uskaa svaabhaavik akritrim guN hai।

duur hone par bhii tejasvii kii gaNnaa tejasviyo.n me.n hii hotii hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए