Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

ghayal dil pahle kam aatm samman par qabu pakar aatm prem sikhta hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

main zakhmon ke bina nahin marna chahta.

kahavat hai ki kutte ke katne se hue ghaav ko theek karne ke liye aapko usi kutte ko khana paDta hai… aur mainne apne liye ek nivala le liya.

jab koi mujhse ayrish charitr ke bare mein puchhta hai—main kahti hoon ki peDon ko dekho—ghayal, kathor aur vikrit; lekin bhayankar roop se driDh.

manushya kii sachchii pariikshaa vipatti me.n hii hotii hai aur ghaav rone-dhone se kabhii nahii.n bhara karte।

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

samay, kaha jata hai sabse baDa chikitsak hai. par kuch ghaav aise hain jinka pura ilaaj samay bhi nahin kar pata. ghavon ke nishan mit nahin pate, unko chhute hi jhatke ke saath bahut gahrai mein kuch dukhne lagta hai.

ghaav achchhi jagah ho aur saja hua, to baDe laabh hote hain.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए