Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

hum iishvar ko kisi bhi cheez ya kisi bhi vyakti se jaan sakte hain, iishvar keval masjid ya charch tak hi simit nahin hai. lekin itna sab hone ke baad bhi agar koi is baat ko lekar ashaj hai ki iishvar ka nivas kahan hai, to use sachche premi ke hriday mein use talashna chahiye kyonki iishvar ka nivas aksar vahin hota hai.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

sachche prem ka koi bahari hetu nahin hota.

  • विषय : 1
quote

सच्चा मानव-प्रेम सिर्फ़ तभी संभव हो सकता है जबकि सारी दुनिया में वर्गों को ख़त्म कर दिया जाएगा।

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

prabhu ke prati sachchi bhakti ki pratipatti hi jiwan mein sachche pad ki prapti hai wed, shastr, puran aadi ka adhyayan hi apne mein koi wishesh pad prad nahin ho sakta jab tak unke sarabhut tattw ko atmasat na kar liya jaye dhan daulat aur dhani rajaon aadi ke sath maitri bhi apne mein koi samman ki baat nahin hai jap tap aadi se prapt anima aadi siddhiyon se sansar ko satane mein bhi koi gauraw ki baat nahin hai

prem ko vicharon mat—jiyo.

prem ko vicharon mat—jiyo.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

jahan sachcha pyaar hai, vahan parvah hai.

jahan sachcha pyaar hai, vahan parvah hai.

  • विषय :
quote

alavida keval un logon ke liye hai jo apni ankhon se pyaar karte hain. kyonki jo log dil aur aatma se pyaar karte hain unke liye algav jaisi koi cheez nahin hoti.

sachcha pyaar bharosa mazbut karta hai, toDta nahin hai.

sachcha pyaar titli ki tarah nahin hota, jo ek se dusri Daal par uDti rahti hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए