garmiyon ki raat vichar ki parakashtha jaisi hoti hai.

samay bitne par uparjit widya nasht ho jati hai, mazbut jaD wale wriksh bhi gir paDte hain, jal bhi sarowar mein jakar (garmi aane par) sookh jata hai kintu hut (hawnadi kiya hua padarth) ya satpatt ko diye dan ka punya jyon ka tyon bana rahta hai

jo kisaan muuslaadhaar barsaat me.n kaam kartaa hai, kiicha.D me.n khetii kartaa hai, marakhne bailo.n se kaam letaa hai aur sardii-garmii sahta hai, use Dar kiskaa?

wasant ke samir aur greeshm ki lu mein kitna antar hai ek sukhad aur paran poshak, dusri agnimay aur winashini prem wasant samir hai, dwesh greeshm ki lu

garmiyon ki shamen praya hawahin hua karti hain

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere