Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

jiskaa dhan maatr dhan ke li.e hai, vah dhan ke tattv ko nahii.n jaantaa। jaise sevak van me.n gaayo.n kii rakshaa kartaa hai, usii prakaar vah bhii duusre ke li.e dhan ka rakshak maatr hai।

  • विषय :
quote

vats! jo sada kshama hii kartaa hai, use anek dosh praapt hote hai.n uske bhritya, shatru tathaa udaasiin sabhii uskaa tiraskaar karte hain।

    اور 2 مزید
quote

udaar jan ka sevak bhii udaar hii hotaa hai।

udaar jan ka sevak bhii udaar hii hotaa hai।

  • विषय :
quote

hamare sabhi karyakarta, chahe we kisi bhi pad par kyon na hon, janta ke sewak hain aur hamara har karya janta ki sewa ke liye hai aisi haalat mein bhala ye kaise ho sakta hai ki hum apni kisi bhi burai ko door karne ki anichchha prakat karen?

bhagvaan ka sevak honaa kuchh chiiz hai, bhagvaan ka daas honaa usse bhii ba.Dii chiiz hai।

  • विषय : 1
quote

chetnaa roktii thii, par upchetnaa Theltii thii। sevak svaamii par haavii tha।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए