namak jaisa svadisht hona baDe anushasan aur sanyam ki apeksha karta hai.

saa.np kaaTe hu.e aadamii ke mukh me.n namak dene par vah use miTTii bataataa hai। isii prakaar yadi muurkh ko yah gyaan amrit tulya lage to he jiivan! use gyaan ruupii buuTii ghol kar pilaa.o।

namak paanii kii thaah lene gayaa to vah svaya.n hii nahii.n rahaa, phir kitnaa gahraa paanii hai, yah naap kaise legaa ?

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere