rashtriyata jatiyata nahin hai. rashtriyata dharmik siddhanton ka dayara nahin hai. rashtriyata samajik bandhnon ka ghera nahin hai. rashtriyata ka janm desh ke svarup se hota hai. uski simayen desh ki simayen hain.

hum rashtriyata ke anuyayi hain, par vahi hamari sab kuch nahin, wo keval hamare desh ki unnati ka upaay bhar hai.

jab rashtravad saphal hota hai to kabhi kabhi ye akramak tariqe se baDhta hai aur antarrashtriy star par khatra ban jata hai.

bharat kabhi bhi sahi arthon mein rashtravadi nahin raha.

rashtravad ek bahut baDa sankat hai. ye vishesh baat hai, jo salon se bharat ki samasyaon ka karan rahi hai.

deshabhakti dushton ki antim sharnasthli hai.

rashtravad ek sankirn vichar hai agar wo khud mein kisi vyapak avdharna se juDa hua nahin hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere