mere paas use ye batane ka sahas nahin tha ki mahan prem kahaniyan purushon aur striyon ke beech dard aur algav ke bare mein batati hain.

yaad rakho ha pyaar ekdam bakvas hai. sachcha pyaar sirf maan aur bachche ke beech hota hai.

manushya jivan mein jo bhasha aur shabd ki sarthakta hai, premiyon ke jivan mein in prem kavyon ki bhi theek vahi sarthakta hai.

prem kathaon mein varnit prem ki sukomalta manushya ko durbalta ki or nahin, nishchal driDhta ki or agrasar karti hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere