Font by Mehr Nastaliq Web

پر

jo nirarthak shabdon ka baar baar prayog karta hai

wo manushyon mein kuDe ke saman hai

jo nirarthak shabdon ka baar baar prayog karta hai

wo manushyon mein kuDe ke saman hai

  • विषय : 1

ek neech vyakti

jitni piDa svayan apne aapko deta hai

utna taap dena

kisi dushman ko bhi sambhav nahi

ek neech vyakti

jitni piDa svayan apne aapko deta hai

utna taap dena

kisi dushman ko bhi sambhav nahi

  • विषय :

moorkh logon se

ghanishth minnta ki apeksha

samajhdar ki shatruta

karoDon guna achchhi hai

moorkh logon se

ghanishth minnta ki apeksha

samajhdar ki shatruta

karoDon guna achchhi hai

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

jo bauddhik star par tumhare barabar nahin hain

unke samaksh vartalap karna

gande angan mein

amrit bahane ke barabar hai

jo bauddhik star par tumhare barabar nahin hain

unke samaksh vartalap karna

gande angan mein

amrit bahane ke barabar hai

  • विषय :
    اور 2 مزید

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

ashikshit vyakti bhi bhagyashali hai,

yadi vidvanon ki sabha mein

vyakhyan dene ka sahas na kare

ashikshit vyakti bhi bhagyashali hai,

yadi vidvanon ki sabha mein

vyakhyan dene ka sahas na kare

  • विषय : 1

murkhon ki mitrata atyant sukhdayak hai

kyonki unke vichhoh mein vedna kadapi nahin hoti.

murkhon ki mitrata atyant sukhdayak hai

kyonki unke vichhoh mein vedna kadapi nahin hoti.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए