is prakar shabd ka prayog karo
ki us shabd ke sthaan par
dusre paryayavachi shabd ka prayog
nahin karna paDe
is prakar shabd ka prayog karo
ki us shabd ke sthaan par
dusre paryayavachi shabd ka prayog
nahin karna paDe
sunnevalon ki kshamata ko
dhyaan mein rakh, shabd ka prayog karo
anyatha;
dharm, arth ka koi mulya nahin
sunnevalon ki kshamata ko
dhyaan mein rakh, shabd ka prayog karo
anyatha;
dharm, arth ka koi mulya nahin
jo nirarthak shabdon ka baar baar prayog karta hai
wo manushyon mein kuDe ke saman hai
jo nirarthak shabdon ka baar baar prayog karta hai
wo manushyon mein kuDe ke saman hai
dosharahit shabdon ko
jo prayog nahin karna jante
ve kai shabdon ko ek saath prayog karte hain
dosharahit shabdon ko
jo prayog nahin karna jante
ve kai shabdon ko ek saath prayog karte hain
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere