Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

yadi ankh na hi khule to achchha hai

mere priytam, jo svapan mein aate hai

mujhse kabhi nahin bichhuDenge

yadi ankh na hi khule to achchha hai

mere priytam, jo svapan mein aate hai

mujhse kabhi nahin bichhuDenge

  • विषय :
    اور 3 مزید

iske poorv

mutyu ke bare men; main nahin jaan paya

ab main isko jaan gaya—

wo us nayika ki baDi baDi akramak ankhen hi hain

iske poorv

mutyu ke bare men; main nahin jaan paya

ab main isko jaan gaya—

wo us nayika ki baDi baDi akramak ankhen hi hain

  • विषय :
    اور 2 مزید

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

  • विषय :
    اور 1 مزید

harini sadrish uski ankhen

baDi lajvanti hain

usko abhushan kyon pahnaven?

harini sadrish uski ankhen

baDi lajvanti hain

usko abhushan kyon pahnaven?

  • विषय :

jivit manushya ki do ankhen hoti hain

ve hain—

ek to ank aur dusre akshar

jivit manushya ki do ankhen hoti hain

ve hain—

ek to ank aur dusre akshar

  • विषय :
    اور 1 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए