Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

sanshay mukt hokar

sachcha gyaan pane vale ko

sansar ki apeksha moksh adhik samip hai

sanshay mukt hokar

sachcha gyaan pane vale ko

sansar ki apeksha moksh adhik samip hai

  • विषय :
    اور 1 مزید

jo bauddhik star par tumhare barabar nahin hain

unke samaksh vartalap karna

gande angan mein

amrit bahane ke barabar hai

jo bauddhik star par tumhare barabar nahin hain

unke samaksh vartalap karna

gande angan mein

amrit bahane ke barabar hai

  • विषय :
    اور 2 مزید

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

vidyavan ki do ankhen hoti hain

par ashikshit logon ke liye

ye ankhen unke chehre par do ghaav maatr hain

  • विषय :
    اور 1 مزید

mainne tumhein jana aur kho diya

jaan lena ek ubau cheez hai.

mainne tumhein jana aur kho diya

jaan lena ek ubau cheez hai.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

ashikshit vyakti bhi bhagyashali hai,

yadi vidvanon ki sabha mein

vyakhyan dene ka sahas na kare

ashikshit vyakti bhi bhagyashali hai,

yadi vidvanon ki sabha mein

vyakhyan dene ka sahas na kare

  • विषय :

sikhe hue granthon ko

dusron ko samjhane mein

jo asmarth hain

ve us phool ke barabar hain

jo viksit hone par bhi

apni sugandh ko phaila nahin sakte

sikhe hue granthon ko

dusron ko samjhane mein

jo asmarth hain

ve us phool ke barabar hain

jo viksit hone par bhi

apni sugandh ko phaila nahin sakte

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए