Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

hum pahaD par nahin, balki khud par vijay pate hain.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

aap kabhi bhi itne buDhe nahin hote hain ki koi aur lakshya nirdharit na kar saken ya koi naya sapna na dekh payen.

kachhua tabhi aage baDhta hai, jab apni gardan bahar nikalta hai.

kachhua tabhi aage baDhta hai, jab apni gardan bahar nikalta hai.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

saphal vyakti wo hai jo apne uupar phenki gai iinton ko ikattha karke mazbut neenv bana leta hai.

jitna ham apne karmo.n ko nirdhaarit karte hain, utnaa hii hamaare karm hame.n nirdhaarit karte hain।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات