bhasha ki kitni dayniy daridrata hai! sitaron ki tulna hire se karna!

…sitare sirf sundar hi nahin, ve jangal ke peDon ki tarah hain. ve jivit hain aur saans le rahe hain aur mujhe dekh rahe hain.

mujhe nishchit roop se kuch bhi nahin malum hai. lekin taron ko dekh main svapn dekhta hoon.

kisi din mrityu hamein ek anya sitare tak le jayegi.

main ek panchhi se sikhunga kis tarah gana chahiye na ki hazar taron ko sikhaunga ki kaise na nacha jaye.

chandrma, suraj, tare, akash, ghar ki chizon ki tarah the. chandrma suraj shashvat hone ke baad bhi idhar udhar hote the.

o nakshatron! tum jo aakaash kii kavitaa ho!

apne tej kii agni me.n jo sab kuchh bhasm kar saktaa ho, us dri.Dhtaa ka, aakaash ke nakshatr kuchh banaa-bigaa.D nahii.n sakte।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere