Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

apraadhii kii puujaa to keval vadh hai।

apraadhii kii puujaa to keval vadh hai।

  • विषय : 1
quote

hum ye nahin kah sakte hain ki agar koi bachcha kuposhit hoga, wo apradhi ban jayega. hamein dekhana chahiye ki bachche ne kya nishkarsh nikala hai.

  • विषय :
quote

apraadhii par dayaa karne se lokadharm ka naash hotaa hai।

apraadhii vyakti sochte hai.n ki sab baat unhii.n ke vishay me.n hai।

apraadhii vyakti sochte hai.n ki sab baat unhii.n ke vishay me.n hai।

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

paap ka phal chhipaane vaala paap chhipaane vaale se adhik apraadhii hai।

kshama ka phal kyaa sirf apraadhii ko hii miltaa hai? jo kshama kartaa hai, use kyaa kuchh bhii nahii.n miltaa?

jo apne ko apraadhii anubhav karte hain, ve bhaybhiit hote hai.n aur ve jo bhaybhiit hote hain, svaya.n ko apraadhii anubhav karte hain।

ko.ii bhii kyo.n na ho, jiskaa kaarya-kaaraN hame.n nahii.n maaluum, use agar ham kshama na bhii kar saken, to uskaa vichaar karke kam-se-kam use apraadhii to nahii.n Thahraaven।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए