Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

hum ye nahin kah sakte hain ki agar koi bachcha kuposhit hoga, wo apradhi ban jayega. hamein dekhana chahiye ki bachche ne kya nishkarsh nikala hai.

  • विषय :
quote

muurkhata hai sahii siddhaanto.n se Galat nishkarsho.n ko nikaalnaa yahii iskaa paagalpan se antar hai kyonki usme.n Galat siddhaanto.n se sahii nishkarsho.n ko nikaalaa jaataa hai।

    اور 2 مزید
quote

jiivan to aparyaapt aadhaar vaakyo.n se paryaapt pariNaamo.n ko nikaalne kii kala hai।

kathnii aur karnii me.n aadi aur ant ka antar hai।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए