jo raat biit ga.ii hai, vah phir nahii.n lauTtii, jaise jal se bhare hu.e samudr kii or yamunaa jaatii hii hai, udhar se lauTtii nahiin।

ganga mahakavya hai to yamuna giti kavya.

yamuna adbhut rasmay charitr ke saath hamare manas lok mein pratishthit hai.

yamuna tat par raton mein chandni itni gaDhi jharti hai ki ghaDe mein bhar lene ki tabiyat hoti hai.

yamuna nadi baDi mauz masti se juDi nadi hai. baap dadon ne kaha hai ki ye yamraj ki bahan hai. zarur hogi. har ek mauz masti yamraj ki bahan hai.

bharatiy sahitya mein yamuna ki jo chhavi banti hai; wo hai ek chanchal kishori ki. sir par gagar liye hue, baDi kala chhala vali, neel paridhan mein saji, doodh varn gori gori chhori—ek gilas taze garm doodh jaisi chhokri!

samast siddhiyo.n kii hetu yamunaa ko mai.n prNaam kartaa huu.n।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere