apne jivan mein niymit aur vyavasthit raho, taki tum apne lekhan mein hinsak aur maulik ban sako.

yadi teerth sthaan mein bhi ek din ke liye logon ki papaprvritti par niyantran nahin kiya ja sakta, tab samjho ki dosh tumhara hai, unka nahin.

grihasthashram mein koi karmayog dwara parlok mein siddhi batate hain dusre log karm ka tyag kar gyan dwara siddhi ka pratipadan karte hain widwan purush bhi is jagat mein bhakshya padarthon ka bhojan kiye bina tript nahin ho sakta, atew widwan brahman ke liye bhi kshudha niwritti ke liye bhojan karne ka widhan hai

arajak desh mein shighragami vahan aur yanon par stri purush van mein ghumne nahin ja sakte.

arajak desh mein dhani log, jo krishi aur goraksha se jivika karte hain, surakshit rahkar ghar ke kivaD khol kar nahin so sakte.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere