Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

uchit upaay se na kiya hu.a prayaas anya anek vyaktiyo.n ka aashray praapt hone par bhii vyarth ho jaayegaa।

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

apnii buddhi se mai.n to unhii.n ko mitr samajhtaa huu.n jo dhan kam hone par bhii mitro.n ka saath dete hain। kyonki jo achchhii avasthaa me.n hain, unkii vriddhiyo.n me.n kaun saath nahii.n degaa?

aasha hii premii ka sahaara hai।

aasha hii premii ka sahaara hai।

  • विषय : 1
    اور 1 مزید
quote

jab koi mahila kuen mein niche ja rahi hoti hai, to wo is samjhaish ko sabse zyada napsand karti hai ki use niche kyon nahin jana chahiye. aise samay use kisi aise vyakti ki avashyakta hoti hai, jo uske niche jate samay uska saath de, uski bhavnaon ko gaur se sune aur uske dukh ke saath paranubhuti rakhe. bhale hi purush mahila ke past mahsus karne ka karan puri tarah na samajh pae, lekin iske bavjud wo use apna prem, dhyaan aur samarthan de sakta hai.

    اور 5 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए