Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

yah jagat ka nijii anubhav hai ki aadhii chhaTaa.nk-bhar aachraN ka jitna phal hotaa hai uskaa man-bhar bhaashNo.n athvaa lekho.n ka nahii.n hotaa।

bhaashaN anek baar hamaare aachraN kii Khaamiyo.n ka darpaN hotaa hai। bahut bolne vaala kadaachit hii apne kahe ka paalan kartaa hai।

prtikshaN anubhav letaa huu.n ki maun sarvottam bhaashaN hai। agar bolnaa hii chaahi.e to kam se kam bolo। ek shabd se chale to do nahiin।

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

bhashan ki asliyat diye jane mein hai, liye jane mein nahin.

bhashan ki asliyat diye jane mein hai, liye jane mein nahin.

  • विषय :
    اور 1 مزید
quote

ek achchha shrota utna hi mahattvpurn hai, jitna achchha vakta hona.

dayaardr hokar daan karne se bhii kahii.n shreshTh hai prasann mukh ke saath madhur vachan vyakt karnaa।

  • विषय : 1

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए