Font by Mehr Nastaliq Web

NA پر

quote

main aise bharat ke liye koshish karunga, jismen gharib log bhi ye mahsus karenge ki wo unka desh hai—kiske nirman mein unki avaz ka mahatv hai.

raam aur ravan ke beech ki bhari laDai mein raam bhalai ki taqton ke pratik the aur ravan burai ki taqton ka. raam ne ravan par vijay pai, aur is vijay se hindustan mein ramarajya qayam hua.

sachcha svarajya thoDe logon ke dvara satta praapt kar lene se nahin, balki jab satta ka durupyog hota ho tab sab logon ke dvara uska pratikar karne ki kshamata praapt karke hasil kiya ja sakta hai.

aaj to ramarajya ki mere najdik koi nishani nahin hai.

  • विषय : 1
    اور 1 مزید

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए