Font by Mehr Nastaliq Web

1 پر

quote

jaise upanyas ka sach sansar ke sach se zyada sachcha hota hai, usi tarah hamara puran satya, hamara mithak satya—apke itihas satya se kahin zyada uncha hai.

  • विषय : 1
    اور 2 مزید
quote

itihas ka wo bhi ansh jo chetna sampann hota hai, aage chalkar mithkiy akriti le leta hai jaise gautam buddh ya shivaji athva apne yug mein lenin aur gandhi.

raam aur krishn ke mithak sankalp aur sanveg ke chaitanya srot hain.

  • विषय :
    اور 2 مزید
quote

manu hamare aitihasik tithi kram se pare ki vastu hai.

manu hamare aitihasik tithi kram se pare ki vastu hai.

  • विषय : 1
quote

itihas ki aadim vidya bahut purani hai. aadya mithak bhi ek tarah ke itihas hain, yadi unhen vishesh drishti se samajhne ki koshish ki jaye.

atirupavti hone se sita ka apahran kiya gaya. atigarvi hone se ravan mara gaya. udarta ke karan bali ka naash hua. atः ‘ati’ sarvatr tyagni chahiye.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए