jo ek bhaav lekar usi mein matt rah sakte hain, unhi ke hriday mein satyattattv ka unmesh hota hain.

man ko ekaagr karna arambh karne par dekhoge ki ek samanya pin girne se hi aisa malum hoga ki mani tumhare mastishk mein se vajr paar ho gaya.

ekagrata ka arth hi hai, shaktisanchay ki kshamata ko baDhakar samay ko ghata lena. rajayog isi ekagrata ki shakti ko praapt karne ka vigyan hai.

जो कुछ भी आप देखते या महसूस करते हैं; जैसे कोई किताब, उसे उठाएँ। पहले उस पर मन को एकाग्र करें, फिर उस ज्ञान पर जो किताब के रूप में मौजूद है, फिर उस अहंकार पर जो किताब को देख रहा है और इसी तरह आगे बढ़ते रहें। इस अभ्यास से सभी इंद्रियों पर विजय प्राप्त हो जाएगी।
ek bhaav ko pakDo, usi ko lekar raho. uska ant dekhe bina use mat chhoDo.

man jitna adhik ekaagr hota hai, utni hi adhik shakti praapt hoti hai.

ekaagr avastha tabhi hoti hai, jab man viruddh hone ke liye prayatn karta hai aur niruddh avastha hi hamein samadhi mein le jati hai.

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere