नक़लची की तरह
नक़ल करके लिखो
पर लिखो
पढ़ो ख़ूब पढ़ो
और हू-ब-हू लिखो
पर लिखो
देखो, महसूस करो, जियो
खाल का उतरना
नदी का सूखना
पहाड़ का पिघलना
ज़मीन का खिसकना
ये सब लिखो
पर लिखो
लिखते-लिखते
ख़ुद को ख़ारिज होता देखो
देखो माँग और पूर्ति का फ़र्क़
ख़ुद का बदलना देखो
पुरानी सीख है—
ख़ुद को बदले बिना
कुछ नहीं बदलता
तो बदलो बदलो बदलो
एक ठूँठ से
पेड़ बनने के लिए बदलो
दिखने के लिए नहीं
होने के लिए बदलो
जीने के लिए बदलो
पढ़ो पढ़ो पढ़ो
लिखो लिखो लिखो
बदलो बदलो बदलो।
naqalchi ki tarah
naqal karke likho
par likho
paDho khoob paDho
aur hu ba hu likho
par likho
dekho, mahsus karo, jiyo
khaal ka utarna
nadi ka sukhna
pahaD ka pighalna
zamin ka khisakna
ye sab likho
par likho
likhte likhte
khud ko kharij hota dekho
dekho maang aur purti ka farq
khud ka badalna dekho
purani seekh hai—
khud ko badle bina
kuch nahin badalta
to badlo badlo badlo
ek thoonth se
peD banne ke liye badlo
dikhne ke liye nahin
hone ke liye badlo
jine ke liye badlo
paDho paDho paDho
likho likho likho
badlo badlo badlo.
naqalchi ki tarah
naqal karke likho
par likho
paDho khoob paDho
aur hu ba hu likho
par likho
dekho, mahsus karo, jiyo
khaal ka utarna
nadi ka sukhna
pahaD ka pighalna
zamin ka khisakna
ye sab likho
par likho
likhte likhte
khud ko kharij hota dekho
dekho maang aur purti ka farq
khud ka badalna dekho
purani seekh hai—
khud ko badle bina
kuch nahin badalta
to badlo badlo badlo
ek thoonth se
peD banne ke liye badlo
dikhne ke liye nahin
hone ke liye badlo
jine ke liye badlo
paDho paDho paDho
likho likho likho
badlo badlo badlo.
स्रोत :
रचनाकार : सौरभ मिश्र
प्रकाशन : हिन्दवी के लिए लेखक द्वारा चयनित
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.