Font by Mehr Nastaliq Web

پر

quote

braahmaN, gau, kuTumbii, baalak, strii, anndaataa aur sharNaagat- ye avadhya hote hain।

  • विषय : 1
quote

sharan ya azadi—aur koi rasta nahin.

sharan ya azadi—aur koi rasta nahin.

  • विषय : 1
quote

tuu sab dharmo.n ko chho.Dkar ek parmaatmaa kii sharaN me.n ja, parmaatmaa tujhe sab paapo.n se mukt karegaa। tuu mat shok kar।

  • विषय :
    اور 4 مزید
quote

jo manushya jis tarah mera aashray lete hain, unhe.n mai.n vaisaa hii phal detaa huu.n। he arjun! manushya sab prakaar se mere hii maarg ka anusraN karte hain।

sabhii log upasthit aashray ko kshiiN hote dekhkar anaagat aashray ko apnaate hain।

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

متعلقہ موضوعات

हिन्दवी उत्सव, 27 जुलाई 2025, सीरी फ़ोर्ट ऑडिटोरियम, नई दिल्ली

रजिस्टर कीजिए